SEARCH RESULTS
Showing search results for "بزم_خاص"
Ghazal MATCHES FOR "بزم_خاص"
Ghazal
jin dosto.n ke bal pe sajaate ho bazm-e-KHaas
in sab kii ehtiyaat se Giibat kiyaa karo
Saghir Ahmad Sufi
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
ye bazm-e-KHaas kaa aish-e-do-roza kyaa hogaa
Gam-e-avaam se aish-e-davaam lenaa thaa
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
sunaa.e.n kaise sar-e-bazm KHaar hone kaa dukh
aur ek baar nahii.n baar baar hone kaa dukh
Abdul Hameed Bashar
Ghazal
bazm-e-nashaat-e-KHaas me.n un kaa vaqaar 'zain'
ik raaz thaa gha.Dii me.n hu.aa aashkaar zain
Zain Ali Asif
Ghazal
babuul kar diyaa badan javaa.n ruto.n kii chaah ne
jalaa diyaa gulaab ko chaman kii sard aah ne
Shabbeer Ehram
Ghazal
na tarz-e-KHaas na andaaz-e-gul-fishaa.n le kar
pukaartaa huu.n mai.n tujh ko tirii zabaa.n le kar
Qaisar Siddiqi
Ghazal
Sharaf Mujaddidi
Ghazal
'umr bhar jo ik diyaa iimaan kaa jaltaa rahaa
raushnii me.n us kii mai.n aaraam se chaltaa rahaa
Hashmat Bhardwaj
Ghazal
vo be-niyaaz mujhe uljhano.n me.n Daal gayaa
ki jis ke pyaar me.n ehsaas-e-maah-o-saal gayaa
Ahmad Rahi
Ghazal
mai.n aaj aayaa huu.n KHaas aap ke bulaave par
agarche bazm me.n pahle bhii baar baar aayaa
Nazr Fatmi
Ghazal
kyaa log the jo bazm-e-jahaa.n se guzar ga.e
sarmaaya-haa-e-fikr-o-nazar chho.D kar ga.e
Inam Thanvi
Ghazal
vo KHaas log unhii me.n shariik hote hai.n
tumhaarii bazm me.n aksar jo 'aam aate hai.n
Hina Ambareen
Ghazal
ab vo aaGosh-e-tasavvur se na jaane paa.e
be-KHudii mujh ko kabhii hosh na aane paa.e