SEARCH RESULTS
Showing search results for "بعد_انفصال"
Ghazal MATCHES FOR "بعد_انفصال"
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
ham Gariibo.n ke taraf-daar bahut hai.n lekin
baat insaaf kii aa.e to mukar jaate hai.n
Tashna Azmi
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
aa jaa.o ab KHudaa ke liye bahr-e-ittisaal
maamuura-e-vafaa pe udaasii muhiit hai
Zameer Azhar
Ghazal
ek aa.nsuu bhii bahut hai bahr-e-iisaal-e-savaab
ham Gariibo.n ke liye dariyaa bahaayaa mat karo
Abrar Ahmad Kashif
Ghazal
ba.Dii udaas hai.n shaame.n tire visaal ke ba.ad
ki zaKHm phir se ubhar aa.e indimaal ke ba.ad
Wafa Naqvi
Ghazal
hamaare zaKHm lagaate rahe sadaa tum ko
hare jo hote rahe yaar indimaal ke baa'd
Danish Noorpuri
Ghazal
khulii hai aa.nkh haqiiqat kii intiqaal ke baad
mai.n zindagii tujhe samjhaa huu.n dekh-bhaal ke baad
Shabbir Nazish
Ghazal
khulii hai aa.nkh haqiiqat kii intiqaal ke baad
mai.n zindagii tujhe samjhaa huu.n dekh-bhaal ke baad
Shabbir Nazish
Ghazal
'yaasir' sitam ki naaz hai insaaf par use
puuchhaa miraa qusuur hai jis ne sazaa ke baad
Syed Yasir Gilani
Ghazal
dil aise mubtalaa hu.aa tere malaal me.n
zulfe.n safed ho ga.ii.n unniis saal me.n
Himanshi Babra
Ghazal
har iKHtitaam se ik ibtidaa nikaltii hai
jo intihaa bhii ho be-intihaa nikaltii hai
Asim Wasti
Ghazal
kitne jatan ke baad hii pahu.nche the us ke ghar
pyaasii nazar se chuum liyaa ham ne jis kaa dar
Mohammad Salim
Ghazal
ye infi.aal hai kis kis jafaa-garii ke 'evaz
ki baat baat me.n vo mu.nh chhupaa.e jaate hai.n
Raunaq Tonkvi
Ghazal
tumhaaraa hijr use aabshaar kartaa thaa
hamaarii aa.nkh pe thal inhisaar kartaa thaa
Haseebul Hasan
Ghazal
hazaaro.n KHvaab jo aa.nkho.n ke aasare the kabhii
yatiim ho ga.e aa.nkho.n ke intiqaal ke baad
Varun Anand
Ghazal
hu.aa jo un kii KHamoshii se kuchh malaal mujhe
javaab dene lagii taaqat-e-savaal mujhe