SEARCH RESULTS
Showing search results for "بلوا"
Ghazal MATCHES FOR "بلوا"
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
Dua Ali
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Saail Dehlvi
Ghazal
barsaat me.n bhiigaa hai doshiiza badan us kaa
naaseh ko bhii bulvaa lo ab aag me.n paanii hai
Saifi Premi
Ghazal
diivaangii kaa ham ko kyaa haz ho har taraf gar
la.Dke ho.n aur phathre balvaa ho aur ham ho.n
Taban Abdul Hai
Ghazal
balva-e-baatil me.n haq kii KHaamushii kaa saath do
ye bhii nukta hai mire miisaaq me.n rakkhaa hu.aa
Manzar Naqvi
Ghazal
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
mahfil-e-Gair me.n bulvaa ke jalaayaa ham ko
tum ne KHalvat me.n kisii din na hame.n yaad kiyaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
ek shab arsh pe mahbuub ko bulvaa hii liyaa
hijr vo Gam hai KHudaa se bhii uThaayaa na gayaa
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
do phuul ko.ii rakh kar guzraa thaa jo kal yaa.n se
turbat pe mirii bulvaa murGaan-e-chaman kaa thaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
yaado.n kaa lagaa mela jhamelaa hai ki dil hai
GauGaa hai ki balva hai tamaasha hai ki dil hai
Shahdil Shams
Ghazal
taariiKH pa.Dh ke dekh lo tum mere shahr kii
dange nahii.n hu.e kabhii balva nahii.n hu.aa
Tariq Islam Kukravi
Ghazal
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
teraa aanaa thaa tasavvur me.n tamaashaa sham.a-ruu
mere dil par raat parvaano.n kaa balvaa ho gayaa
Taskeen Dehlavi
Ghazal
ham nahii.n vo jo kare.n KHuun kaa da.avaa tujh par
balki puuchhegaa KHudaa bhii to mukar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
hijr me.n milne shab-e-maah ke Gam aa.e hai.n
chaarasaazo.n ko bhii bulvaa.o ki kuchh raat kaTe