SEARCH RESULTS
Showing search results for "بند_عشق"
Ghazal MATCHES FOR "بند_عشق"
Ghazal
is mohr-band ishq ko tuu bhii havaa lagaa
'taahir-adiim' tuu bhii ko.ii iktishaaf kar
Tahir Adeem
Ghazal
sau baar band-e-ishq se aazaad ham hu.e
par kyaa kare.n ki dil hii aduu hai faraaG kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jaan dete hii banii ishq ke diivaane se
sham.a kaa haal na dekhaa gayaa parvaane se
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
banda-e-ishq huu.n juz yaar mujhe kaam nahii.n
KHvaahish-e-na.ng nahii.n kuchh havas-e-naam nahii.n
Shah Aasim
Ghazal
nek-o-bad ishq me.n jo hai mirii taqdiir me.n hai
aap vo kiijiye jo aap kii tadbiir me.n hai
Mahmood Rampuri
Ghazal
qais raa.njhaa romiyo farhaad zindaabaad
ishq me.n jo bhii hu.aa barbaad zindaabaad
Chandra Shekhar Varma
Ghazal
ishq ke saude me.n nuqsaan bahut hai 'vaalii'
par kabhii band na ho dil kii dukaa.n ishq karo
Wali Aasi
Ghazal
ummiid kii nadii pe lage band khul ga.e
jis par khulaa na aap mire chhand khul ga.e
Nand Kishore Anhad
Ghazal
Nighat Naseem
Ghazal
duu-baduu jab se ko.ii goyaa hu.aa
dono.n aalam se huu.n mai.n khoyaa hu.aa
Mahmood Abdul Qadeer
Ghazal
aql apne daam me.n kartaa hai kul aalam ko qaid
band aur zanjiir suu.n nit ishq hai aazaad shoKH
Alimullah
Ghazal
sukuun-e-qalb ke asbaab ham pe band rahe
magar ham ahl-e-mohabbat vafaa-pasand rahe