SEARCH RESULTS
Showing search results for "بوریے"
Ghazal MATCHES FOR "بوریے"
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
baiThaa to boriye ke ta.ii.n sar pe rakh ke 'miir'
saf kis adab se ham fuqaraa kii uThaa gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ik boriye ke taKHt pe auqaat basar kii
zaahid bhii muqallid rahaa sajjaada-nashii.n kaa
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
boriye par baiThne kaa lutf hii kuchh aur hai
shahryaar-e-asr is takiye se kyaa le jaa.egaa
Asad Badayuni
Ghazal
buu-e-riyaa har ek gul-e-boriyaa me.n hai
duniyaa kii ghar kaa farsh hai zaahid kii jaa-namaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
mahfile.n faqiiro.n kii boriye pe sajtii hai.n
baargaah-e-shaahii ko kaun mu.nh lagaa.egaa
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Mohammad Owais Malik
Ghazal
ho nahii.n saktii anaa ik KHaaksaarii se buland
boriye me.n jo masarrat hai vo sofe me.n nahii.n
Maqsood Anwar Maqsood
Ghazal
hukmraanii aap ne kii boriye par baiTh kar
KHuub thaa andaaz aaqaa KHusravaana aap kaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
pursish-e-ahvaal par juz-shukr kuchh kahte nahii.n
boriye par bhii mizaaj-e-ahl-e-dil shaahaana hai
Najm Aafandi
Ghazal
shab nazaara-parvar thaa KHvaab me.n KHayaal us kaa
sub.h mauja-e-gul ko naqsh-e-boriyaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
yahaa.n kahaa.n tiraa sajjaada aa ke KHaak pe baiTh
ki ham faqiir tujhe boriyaa nahii.n de.nge