SEARCH RESULTS
Showing search results for "بے_چین"
Ghazal MATCHES FOR "بے_چین"
Ghazal
bechain bahut phirnaa ghabraa.e hu.e rahnaa
ik aag sii jazbo.n kii dahkaa.e hu.e rahnaa
Muneer Niyazi
Ghazal
ye karaamaate.n bahut bechain kartii hai.n mujhe
aap kii baate.n bahut bechain kartii hai.n mujhe
Kuldeep Kumar
Ghazal
bechain dil hai phir bhii chehre pe dilkashii hai
muflis kii zindagii me.n jo kuchh hai qudratii hai
Ahsan Imam Ahsan
Ghazal
bechain bahut huu.n mujhe aaraam pilaa de
laa saaqiyaa laa baada-e-gulfaam pilaa de
Kashif Shakeel
Ghazal
bechain vo rahtaa hai mire paas se jaa ke
dekhaa hai ka.ii baar mujhe us ne bhulaa ke
Suhail Kakorvi
Ghazal
bechain huu.n KHuunaaba-fishaanii me.n ghiraa huu.n
bhiige hu.e lafzo.n ke ma.aanii me.n ghiraa huu.n
Saif Zulfi
Ghazal
dekh kar vahshat nigaaho.n kii zabaa.n bechain hai
phir sulagne ko ko.ii ik daastaa.n bechain hai
Gautam Rajrishi
Ghazal
bechain jo rakhtii hai tumhe.n chaah kisuu kii
shaayad ki hu.ii kaargar ab aah kisuu kii
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
aaj bechain hai biimaar KHudaa KHair kare
yaad aataa hai ruKH-e-yaar KHudaa KHair kare
Siddiq ahmad Nizami
Ghazal
dil 'ishq me.n bechain bas apnaa hii nahii.n hai
is rah me.n sukuu.n dosto miltaa hii nahii.n hai
Shoib Damohi
Ghazal
ho ke bechain mai.n bhaagaa kiyaa aahuu kii tarah
bas gayaa thaa mire andar ko.ii KHushbuu kii tarah
Krishn Bihari Noor
Ghazal
phir bha.nvar me.n hai safiina is liye bechain huu.n
ho gayaa zaa.e.a pasiina is liye bechain huu.n
Rajeev Riyaz Pratapgarhi
Ghazal
bechain ye dil hai tire diidaar kii KHaatir
Thukraa diyaa duniyaa ko tire pyaar kii KHaatir
Amatul Hai Wafa
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Wali Kakoravi
Ghazal
kitnaa bechain hai KHaamosh samundar dekho
dil kii gahraa.ii me.n ik roz utar kar dekho
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
use bechain kar jaa.uu.ngaa mai.n bhii
KHamoshii se guzar jaa.uu.ngaa mai.n bhii