SEARCH RESULTS
Showing search results for "تارے"
Ghazal MATCHES FOR "تارے"
Ghazal
ek ik kar ke hu.e jaate hai.n taare raushan
merii manzil kii taraf tere qadam aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
Jaleel 'Aali'
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
vaqt-e-ruKHsat kahii.n taare kahii.n jugnuu aa.e
haar pahnaane mujhe phuul se baazuu aa.e
Bashir Badr
Ghazal
chaa.nd taare mire qadmo.n me.n bichhe jaate hai.n
ye buzurgo.n kii du.aa.o.n kaa asar lagtaa hai
Anjum Rehbar
Ghazal
merii aa.nkh ke taare ab na dekh paa.oge
raat ke musaafir the kho ga.e ujaalo.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
dekho vo bhii hai.n jo sab kah sakte the
dekho un ke mu.nh par taale ab bhii hai.n
Zehra Nigaah
Ghazal
sub.h ke taare mirii pahlii du.aa tere liye
tuu dil-e-be-sabr ko taskii.n zaraa sii de gayaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
raushnii kii ja.ng me.n taariikiyaa.n paidaa hu.ii.n
chaa.nd paagal ho gayaa taare bhikaarii ho ga.e
Rahat Indori
Ghazal
har sub.h mirii sub.h pe rotii rahii shabnam
har raat mirii raat pe ha.nste rahe taare
Habib Jalib
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
thakii thakii sii fazaa.e.n bujhe bujhe taare
ba.Dii udaas gha.Dii hai zaraa Thahar jaa.o