SEARCH RESULTS
Showing search results for "تاویل"
Ghazal MATCHES FOR "تاویل"
Ghazal
ahkaam tire haq hai.n magar apne mufassir
taaviil se qur.aa.n ko banaa sakte hai.n paazand
Allama Iqbal
Ghazal
ham razaa-sheva hai.n taaviil-e-sitam KHud kar le.n
kyaa hu.aa un se agar baat banaa.ii na ga.ii
Hasrat Mohani
Ghazal
ham ko raas aatii nahii.n kuucha-e-jaanaa.n kii havaa
ham hai.n alfaaz kii tahviil me.n rahne vaale
Shahid Kamal
Ghazal
kotaahiyo.n kii apnii mai.n taaviil kyaa karuu.n
meraa har ek khel mujhii se biga.D gayaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
us sitamgar ko sitamgar nahii.n kahte bantaa
sa.i-e-taaviil-e-KHayaalaat chalii jaatii hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Alam Khursheed
Ghazal
ik dhund me.n gum hotii hu.ii saarii kahaanii
ik lafz ke baatin se ulajhtii hu.ii taaviil
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
KHvaabo.n kii taaviil samajh se baahar thii
jab mai.n paakistaan banaane vaalaa thaa
Iftikhar Falak Kazmi
Ghazal
kis liye zinda huu.n mai.n kis ke liye zinda huu.n
jurm aisaa hai ki taaviil nahii.n ho saktii
Najeeb Ahmad
Ghazal
mai.n terii ta.ng-nigaahii kii kyaa karuu.n taaviil
sulagtii aa.ankho.n ko paanii na de saraab to de
Quaiser Khalid
Ghazal
taamiil-e-kitaab avval taaviil-e-kitaab aaKHir
tadbiir o amal avval taqriir o KHitaab aaKHir
Wasif Dehlvi
Ghazal
badan pe taaza nishaa.n ban rahe hai.n jaise ko.ii
mire Gayaab me.n tahviil kar rahaa hai mujhe
Ziaul Mustafa Turk
Ghazal
karb-e-tanhaa.ii kii taaviil to mushkil hai bahut
kaise chup-chaap hu.aa aap kaa aanaa is vaqt
Jafar Shirazi
Ghazal
merii is tanhaa.ii kii ab ko.ii to taaviil ho
kyo.n akelaa chal rahaa huu.n kaarvaa.n hote hu.e
Mohammad Ali Manzar
Ghazal
ik zaruurat hai jo tahviil tak aa pahu.nchii hai
har haqiiqat yahaa.n tamsiil tak aa pahu.nchii hai
Misdaque Azmi
Ghazal
vo jin kii ko.ii bhii taaviil mo'atabar na hu.ii
vo pesh phir na.ii taaviil karnaa chaahte hai.n
Wasif Farooqi
Ghazal
kabhii uqde khule.nge is asaatiirii zamii.n ke
kabhii is daastaan-e-kuhna kii taaviil hogii