SEARCH RESULTS
Showing search results for "تردد"
Ghazal MATCHES FOR "تردد"
Ghazal
bhalaa taraddud-e-bejaa se un me.n kyaa haasil
uThaa chuke hai.n zamii.ndaar jin zamiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
shumaar o be-shumaarii ke taraddud se guzar kar
ma.aal-e-ishq-e-vahdat ke sivaa kyaa rah gayaa hai
Irfan Sattar
Ghazal
Aagha Akbarabadi
Ghazal
fikr o taraddud me.n har dam kyaa ghulte rahnaa
hogaa to bas vo hii jo kuchh honaa hogaa
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
Aasi Ghazipuri
Ghazal
ai 'ka.nval' tuu ne kabhii ko.ii taraddud bhii kiyaa
ik muqaddar hii buraa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
itne hazaar zabt-o-taraddud ke baavajuud
rah rah ke aa hii jaatii hai KHud par ha.nsii mujhe
Sarahat Ahmad Sarahat
Ghazal
Saail Dehlvi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
Gazal kahii hai ye ham ne 'rishii' taraddud se
suKHan-navaaz mile.nge to ham sunaa.e.nge
Kewal Krishan Rishi
Ghazal
taraddud tavahhum kii zulmat miTaa kar
mai.n ilm-o-yaqii.n kii ziyaa chaahtaa huu.n
Urooj Qadri
Ghazal
dard kii dhuup se bachne ke taraddud me.n khulaa
silsila taa-ba-ufuq KHauf ke ashjaar kaa hai
Zuhoor Nazar
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
yaar hai paas par ab fart-e-taraddud ke sabab
aa hii rahtaa hai mire dil ko malaal ek na ek
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
zaraa saa muskuraa dene me.n ab kaisaa taraddud
ki itnaa Gam chhupaanaa ab zaruurii to nahii.n hai
Kamran Nafees
Ghazal
gar taraddud ho aazmaa dekho
haath ka.ngan ko aarsii kyaa hai