SEARCH RESULTS
Showing search results for "تشدد"
Ghazal MATCHES FOR "تشدد"
Ghazal
aaj hai jabr-o-tashaddud kii hukuumat ham par
kal hamii.n beKH-kun-e-qaisar-o-KHaaqaa.n ho.nge
Rais Amrohvi
Ghazal
yuu.n zulm-o-tashaddud ke a.ndhere hai.n ki tauba
jiine kii ko.ii raah dikhaa.ii nahii.n detii
Aalam Nizami
Ghazal
Rahbar Jaunpuri
Ghazal
tuu aa.ndhiyo.n ke tashaddud kii baat kartaa hai
mai.n apne TuuTe hu.e par talaash kartaa huu.n
Kanval Ziai
Ghazal
pa.Dhii jo jabr-o-tashaddud kii daastaan kahii.n
kabhii shu.uur kabhii laa-shu.uur kaa.np uThaa
Shahid Jamal
Ghazal
bha.Dak rahii hai tashaddud kii aag gulshan me.n
chaman ye apnaa mohabbat kaa jalne vaalaa hai
Javed Qamer
Ghazal
Ibraheem Khaleel
Ghazal
yahaa.n pe zulm tashaddud se aaj tang aa kar
sukuu.n-pasand bhii ab ham talaash karte hai.n
Bedar Bhopali
Ghazal
mataa-e-amn luTaa.e.nge ham zamaane me.n
nizaam-e-jabr-o-tashaddud kuchal ke dam le.nge
Qaisar Nizami
Ghazal
tamaam jabr-o-tashaddud kii had bhii KHatm hu.ii
ki jab se sabr ko mehvar banaa diyaa ham ne
Asra Rizvi
Ghazal
Yaqoob Saqi
Ghazal
Talib Chakwali
Ghazal
kyaa jaaniye kyuu.n log tashaddud pe utar aa.e
dastaar bachaate hai.n to sar TuuT rahaa hai
Shafiq Dehlvi
Ghazal
Gariibii jahaalat tashaddud taraqqii
siyaasat kii duniyaa me.n na.are bahut hai.n
Mohammad Zahid
Ghazal
tavaanaa ko bahaana chaahiye shaayad tashaddud ko
phir ik majbuur par shoriidgii kaa ittihaam aayaa
Anand Narayan Mulla
Ghazal
qitaal zulm-o-tashaddud fasaad aag dhu.aa.n
hamaare shahr me.n ab kyaa maziid rakkhaa hai
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
jahaa.n se zulm-o-tashaddud miTaa ke dam le.nge
isii junuun ko a.asaab par savaar karo
Tariq Mustafa
Ghazal
ye ra.ng-o-nasl aur tashaddud ke silsile
dushman kii raahato.n ke sivaa aur kuchh nahii.n
Fatima wasia Jayasi
Ghazal
tavaanaa ko bahaana chaahiye shaayad tashaddud kaa
phir ik majbuur par shoriidgii kaa ittihaam aayaa