SEARCH RESULTS
Showing search results for "تعجیل"
Ghazal MATCHES FOR "تعجیل"
Ghazal
ko.ii mauqa zindagii kaa aaKHirii mauqa nahii.n
is qadar taajiil kyo.n raf-e-kuduurat ke liye
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
Alam Khursheed
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
kuchh ta.Dapne kaa sisakne kaa mazaa lene de
itnii taajiil mire qatl me.n jallaad na kar
Abdul Aleem Aasi
Ghazal
raat lambii thii sitaara miraa taajiil me.n thaa
jis ko jalnaa nahii.n aayaa vahii qindiil me.n thaa
Nomaan Shauque
Ghazal
taajiil na kar ai dil aane to lagaa hai vo
mil jaa.egaa bosa bhii kyaa mu.nh kaa nivaala hai
Meer Hasan
Ghazal
ye faziilat mire me'yaar se kam hai shaayad
aa.nkh se KHuun na Tapkaa abhii nam hai shaayad
Syed Mohammad Tajeel Mehdi
Ghazal
Habeeb Jaunpuri
Ghazal
ye ham jo ho ke mukammal bhii naa-mukammal hai.n
KHudaa ke hukm kii taa'miil kaa mu'aamla hai
Jabbar Wasif
Ghazal
ik tabassum ke tasavvur me.n fidaa jaan na kar
itnii taa’jiil abhii o dil-e-jaa.n-baaz nahii.n
Bishan Dayal Shad Dehlvi
Ghazal
ab kisii shai me.n miraa dil nahii.n lagtaa 'taa’jiil'
raunaqe.n KHatm hu.ii.n qalb kii viiraanii se
Syed Mohammad Tajeel Mehdi
Ghazal
ahkaam tire haq hai.n magar apne mufassir
taaviil se qur.aa.n ko banaa sakte hai.n paazand
Allama Iqbal
Ghazal
ham mulaazim hai.n magar tho.Dii anaa rakhte hai.n
ham se har hukm kii ta.amiil nahii.n ho paatii
Shakeel Azmi
Ghazal
ham razaa-sheva hai.n taaviil-e-sitam KHud kar le.n
kyaa hu.aa un se agar baat banaa.ii na ga.ii
Hasrat Mohani
Ghazal
mujh ko hairat hai ki kii umr basar us ne kahaa.n
is jahaalat pe to ne turk na taajiik hai dil
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
vus.at-e-zaKHm kaa tujh ko bhii nahii.n andaaza
ai mire zaKHm kii taaviil me.n rahne vaale
Shahid Kamal
Ghazal
kotaahiyo.n kii apnii mai.n taaviil kyaa karuu.n
meraa har ek khel mujhii se biga.D gayaa