SEARCH RESULTS
Showing search results for "تفصیلات"
Ghazal MATCHES FOR "تفصیلات"
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
Qurbi Velori
Ghazal
us ne is mujmal ke tafsiilaat jab puuchhe to phir
lutf se us nukta-ras ne yuu.n kiyaa is kaa bayaa.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Rakhshan Hashmi
Ghazal
mai.n tujh se miltaa to tafsiil me.n nahii.n jaataa
mirii taraf se tire dil me.n jaane kyaa nikle
Waseem Barelvi
Ghazal
fikr-e-'arab ko de ke fara.ngii taKHaiyyulaat
islaam ko hijaaz-o-yaman se nikaal do
Allama Iqbal
Ghazal
huur o farishta hai.n asiir mere taKHaiyyulaat me.n
merii nigaah se KHalal terii tajalliyaat me.n
Allama Iqbal
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Charagh Sharma
Ghazal
tabiib ne ko.ii tafsiil to bataa.ii nahii.n
bahut jo puuchhaa to itnaa kahaa udaasii hai
Irfan Sattar
Ghazal
taa-ba-kai vaada-e-mauhuum kii tafsiil 'firaaq'
shab-e-furqat kahii.n kaTtii hai in afsaano.n me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
merii duukaan kii chiize.n nahii.n biktii 'nazmii'
itnii tafsiil KHariidaar ko de detaa huu.n
Akhtar Nazmi
Ghazal
naala-o-aah kii tafsiil na puuchho mujh suu.n
daftar-e-dard basaa ishq ke diivaan me.n aa
Wali Dakni
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
ijmaal ye be-shak hai tafsiil kaa aa.iina
mazmuun pe haavii hai unvaan mohabbat kaa
Qadr Oraizi
Ghazal
kabhii fursat se milo to tumhe.n tafsiil ke saath
imtiyaaz-e-havas-o-ishq bhii samjhaa.e.nge
Ajmal Siraj
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
ye hai ik vaaqa.ii tafsiil merii aap-biitii kii
bayaan-e-dard-e-dil ko ik kahaanii kaun kahtaa hai
Arsh Malsiyani
Ghazal
ki jaise sang ke siine me.n ko.ii but hai nihaa.n
usii tarah ko.ii suurat taKHayyulaat me.n hai