SEARCH RESULTS
Showing search results for "تنقید"
Ghazal MATCHES FOR "تنقید"
Ghazal
tanqiid-e-husn maslahat-e-KHaas-e-ishq hai
ye jurm gaah gaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
terii dastaar pe tanqiid kii himmat to nahii.n
apnii paa-posh ko qaaliin kahaa hai mai.n ne
Rahat Indori
Ghazal
bigaa.D par hai jo tanqiid sab bajaa lekin
tumhaare hisse ke jo kaam the sa.nvaare bhii
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Qabil Ajmeri
Ghazal
kaun phir aise me.n tanqiid karegaa tujh par
sab tire jubba-o-dastaar me.n kho jaate hai.n
Munawwar Rana
Ghazal
Nawaz Deobandi
Ghazal
taish me.n aane lage tum to mirii tanqiid par
is qadar hassaas ho to aa.inaa dekhaa karo
Manzar Bhopali
Ghazal
tanqiid karne vaalo.n pe ha.nsnaa pa.Daa hame.n
mushkil vo chaahte hame.n mushkil na ho.nge ham
Muntazir Firozabadi
Ghazal
karte hai.n musalsal mire iimaan pe tanqiid
KHud apne aqiido.n kii vazaahat nahii.n karte
Asim Wasti
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
bazm-e-aGyaar sahii az-rah-e-tanqiid sahii
shukr hai ham bhii kahii.n yaad kiye jaate hai.n
Iqbal Azeem
Ghazal
mujh pe tanqiid bhii hotii hai to alqaab ke saath
kam se kam itnaa saliiqa to hai begaane me.n
Iqbal Azeem
Ghazal
kitne chehro.n pe sar-e-bazm kare.nge tanqiid
aa.ina dekh ke tanhaa.ii me.n Darte hu.e log
Tariq Qamar
Ghazal
KHaalii alaamato.n se ma.aanii nikaal kar
tanqiid ko bhii sho.abda-baazii banaa diyaa
Shuja Khaavar
Ghazal
gar tujhe tanqiid karnaa hai kisii ke she'r par
terii bhii ko.ii Gazal mash.huur honaa chaahiye