SEARCH RESULTS
Showing search results for "توبہ_شکن"
Ghazal MATCHES FOR "توبہ_شکن"
Ghazal
tauba-shikan KHumaar thaa umDe shabaab kaa
phuulo.n me.n jaise phuul shagufta gulaab kaa
Nayyar Qureshi Gangohi
Ghazal
bazm-e-jaa.n phir nigah-e-tauba-shikan maa.nge hai
lams sho.ale kaa to KHushbuu kaa badan maa.nge hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
be-KHud hai.n tere jalva-e-tauba-shikan se ham
hai.n be-niyaaz baada-e-ranj-o-mehan se ham
Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem
Ghazal
mirii tauba ke piichhe pa.D ga.ii kyo.n
tirii tauba-shikan a.ng.Daa.iyaa.n hai.n
Dr. Charanjit Singh Sagar
Ghazal
tirii mai-baar nazro.n ke tasadduq
ko.ii tauba-shikan yaad aa gayaa hai
Sayyad Safdar Raza Khandvi
Ghazal
jaam hai tauba-shikan tauba mirii jaam-shikan
saamne Dher hai.n TuuTe hu.e paimaano.n ke
Riyaz Khairabadi
Ghazal
are tauba ba.Dii tauba-shikan aavaaz hotii hai
jo paimaane me.n Dhaltii hai sharaab aahista aahista
Iqbal Bharti
Ghazal
'mushtaaq' suufiyo.n me.n to taa.ib hu.aa thaa kal
suntaa huu.n aaj rindo.n me.n tauba-shikan hu.aa
Munshi Bihari Lal Mushtaq Dehlwi
Ghazal
ubhre siino.n kii machaltii marmarii.n sii taazgii
kis qadar tauba-shikan thii daa.era-dar-daa.era
Krishn Murari
Ghazal
nazar aa jaa.e jo vo tauba-shikan ai 'akbar'
dil ko haatho.n se dabaa.e hu.e baiThe rahnaa
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
aa.nkho.n kii hii sharaab thii tauba-shikan zaruur
kuchh aur bhii mai kii tarah pyaale me.n rah ga.ii
Hasan Nizami
Ghazal
Hasan Jafari
Ghazal
aaj hai is shart par tauba-shikan hone kaa qasd
abr udhar chhaa.e to chalkaa.e.n idhar paimaana ham
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
kis shoKH ne zulfo.n ko havaa me.n hai u.Daayaa
ye tauba-shikan kaalii-ghaTaa aur hii kuchh hai
Lalan Chaudhary
Ghazal
kahiye taqvaa-shikan is ko to use tauba-shikan
dilrubaa hai tirii ai shoKH adaa ek se ek
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
ai rind tark-e-mai pe na kar naaz is qadar
uTThii nahii.n ghaTaa ko.ii tauba-shikan abhii