SEARCH RESULTS
Showing search results for "توفیق"
Ghazal MATCHES FOR "توفیق"
Ghazal
ai jaan-e-'faraaz' itnii bhii taufiiq kise thii
ham ko Gam-e-hastii bhii gavaaraa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
be-faa.eda alam nahii.n be-kaar Gam nahii.n
taufiiq de KHudaa to ye nemat bhii kam nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
ai dil kise nasiib ye taufiiq-e-iztiraab
miltii hai zindagii me.n ye raahat kabhii kabhii
Nasir Kazmi
Ghazal
zindagii dii hai to jiine kaa hunar bhii denaa
paa.nv baKHshe.n hai.n to taufiiq-e-safar bhii denaa
Meraj Faizabadi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
hosh kii taufiiq bhii kab ahl-e-dil ko ho sakii
ishq me.n apne ko diivaana samajh baiThe the ham
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bahut sataate hai.n rishte jo TuuT jaate hai.n
KHudaa kisii ko bhii taufiiq-e-aashnaa.ii na de
Meraj Faizabadi
Ghazal
meraa maalik jab taufiiq arzaanii kartaa hai
gahre zard zamiin kii ra.ngat dhaanii kartaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
muriid-e-saada to ro ro ke ho gayaa taa.ib
KHudaa kare ki mile shaiKH ko bhii ye taufiiq
Allama Iqbal
Ghazal
kam-nigaahii kii hame.n KHud bhii kahaa.n thii taufiiq
kam-nigaahii ke liye uzr na chaahe jaate
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
taufiiq ba-andaaza-e-himmat hai azal se
aa.nkho.n me.n hai vo qatra ki gauhar na hu.aa thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
haa.n sazaa de ai KHudaa-e-ishq ai taufiiq-e-Gam
phir zabaan-e-be-adab par zikr-e-yaar aa hii gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
ye kyaa andaaz hai itnaa gurez ahl-e-tamannaa se
KHudaa taufiiq de to ahl-e-dil kaa mudda.aa samjho
Akhtar Ansari Akbarabadi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
sun.ne vaalo.n kii hai taufiiq sune.n yaa na sune.n
baat kahne kii jo hai ham to kahaa karte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
fareb-e-amn me.n kuchh maslahat to hai varna
sukuun-e-kashtii o taufiiq-e-naa-KHudaa ma.aluum
Fani Badayuni
Ghazal
jiitne kaa na ko.ii shauq na taufiiq hame.n
lekin is tarah to haare bhii nahii.n jaa sakte
Farhat Ehsas
Ghazal
gul-haa-e-zaKHm se huu.n shahaadat-talab nihaal
taufiiq-e-KHair ho tirii talvaar ke liye