SEARCH RESULTS
Showing search results for "جانور"
Ghazal MATCHES FOR "جانور"
Ghazal
KHudaa to maalik-o-muKHtaar hai kahii.n bhii rahe
kabhii bashar me.n kabhii jaanvar me.n rahtaa hai
Nida Fazli
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
agar sab sone vaale mard aurat paak-tiinat the
to itne jaanvar kis tarah bistar se nikal aa.e
Fuzail Jafri
Ghazal
hai shaiKH o barhaman par Gaalib gumaa.n hamaaraa
ye jaanvar na char le.n sab gulsitaa.n hamaaraa
Shauq Bahraichi
Ghazal
Safi Aurangabadi
Ghazal
ja.ngal me.n ja.ngalo.n kii tarah kaa safar na thaa
suurat me.n aadmii kii ko.ii jaanvar na thaa
Kunwar Bechain
Ghazal
nikle hu.e the Dhuu.nDne KHuu.n-KHvaar jaanvar
kaa.nTo.n kii jhaa.Diyo.n me.n chhupaayaa gayaa mujhe
Shahid Meer
Ghazal
jadiid ahd me.n ulTaa hai irtiqaa kaa safar
ajab nahii.n hai phir insaan jaanvar ban jaa.e
Akhtar Usman
Ghazal
zaahir hai murG-e-qibla-numaa bhii gavaah hai
ka.abe kii samt puuchhte hai.n jaanvar se aap
Imdad Ali Bahr
Ghazal
mai.n suukhaa dasht huu.n aur dasht aisaa
kisii bhii jaanvar kaa ghar nahii.n huu.n
Nivesh Sahu
Ghazal
ye haivaan hai dast-e-taale.a pe bhaarii
na.e jaanvar kaa qadam dekhte hai.n
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
shikaar-gaah shikaarii ke KHuu.n se ra.ngii.n hai
zamii.n kaa rizq kisii jaanvar ne chhiin liyaa
Talib Johari
Ghazal
jaanvar me.n hayaa insaa.n se ziyaada dekhii
ulTe bahne lage tahziib ke dhaare saahab
Nadeem Sirsivi
Ghazal
ja.ngal me.n ko.ii aadmii aayaa zaruur hai
kyo.n jaanvar bhii buGz-o-adaavat me.n pa.D ga.e
Kashif Adeeb Makanpuri
Ghazal
duniyaa ke saath diin kii begaar al-amaa.n
insaan aadmii na hu.aa jaanvar hu.aa