SEARCH RESULTS
Showing search results for "جرم_ضعیفی"
Ghazal MATCHES FOR "جرم_ضعیفی"
Ghazal
jahaa.n sar hii nahii.n ho.n gardano.n par
vahaa.n jurm-e-za.iifii kis ke sar de.n
Faisal Azeem
Ghazal
tum jahaa.n jurm-e-za’iifii kii sazaa paate ho
usii sayyaare pe maujuud hai bachpan meraa
Sarvat Husain
Ghazal
haa.n chhuuTaa mire haath se iqraar kaa daaman
haa.n jurm-e-za.iifii kii sazaa chaahiye mujh ko
Arsh Siddiqui
Ghazal
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
vo naa-tavaaniyaa.n hai.n ki jism-e-za.iif par
jaama hai ankabuut ke daam-e-taniida kaa
Naseem Dehlvi
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
sanjiida za.iifii kaa use maqbara kahiye
jis jism me.n shoriida javaanii nahii.n rahtii
Shaukat Wasti
Ghazal
za.iifii is liye mujh ko suhaanii lagtii hai
ise kamaane me.n puurii javaanii lagtii hai
Khalid Sajjad
Ghazal
ibtidaa se ham za.iif o naa-tavaa.n paidaa hu.e
u.D gayaa jab rang ruKH se ustuKHvaa.n paidaa hu.e
Meer Anees
Ghazal
havaa ko chiir ke us tak sadaa agar pahu.nche
muhaal hai ki madad ko na chaaraagar pahu.nche
Syed Qais Raza
Ghazal
phir samaa.at ko bhii bhaataa hai rythm tartiib se
ho agar us me.n tire lahje kaa dam tartiib se
Mohammad Tausif
Ghazal
kisii ko kyaa KHabar ai sub.h vaqt-e-shaam kyaa hogaa
KHudaa jaane tire aaGaaz kaa anjaam kyaa hogaa
Shad Azimabadi
Ghazal
ab tak jo duur hai vo riyaazat safar me.n hai
manzil qariib-tar hai magar ik bha.nvar me.n hai
alii maan azfar
Ghazal
Danish Aziz
Ghazal
kiyaa salaam jo saaqii se ham ne jaam liyaa
pa.Dhe daruud jo piir-e-muGaa.n kaa naam liyaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
milte nahii.n vo ham se ab itne za.iif hai.n
labrez umr-e-KHizr kaa bhii jaam ho gayaa
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
raaz-e-giraftagii na asiir-e-lahn se puuchh
ye baat apnii zulf-e-shikan-dar-shikan se puuchh
Rais Amrohvi
Ghazal
bhuulaa hai ba.ad-e-marg mujhe dost yaa.n talak
sag bhii na us kaa aayaa mirii ustuKHaa.n talak