SEARCH RESULTS
Showing search results for "جزیرہ"
Ghazal MATCHES FOR "جزیرہ"
Ghazal
rote ho ik jaziira-e-jaa.n ko 'faraaz' tum
dekho to kitne shahr samundar ke ho ga.e
Ahmad Faraz
Ghazal
zikr karte hai.n tiraa naam nahii.n lete hai.n
ham samundar ko jaziira nahii.n hone dete
Meraj Faizabadi
Ghazal
mai.n gahre paanii kii is rau ke saath bahtii rahuu.n
jaziira ho ki muqaabil ko.ii kinaara ho
Parveen Shakir
Ghazal
vahii.n pahu.nch ke giraa.e.nge baadbaa.n ab to
vo duur ko.ii jaziira dikhaa.ii detaa hai
Shakeb Jalali
Ghazal
ek jaziira us ke aage piichhe saat samundar
saat samundar paar sunaa hai ek KHazaana hai
Iftikhar Arif
Ghazal
chho.D aayaa huu.n havaa.o.n kii nigahbaanii me.n
vo samundar vo jaziira vo KHazaana mire dost
Faisal Ajmi
Ghazal
zanjiir hai jaziira hai yaa shaaKH-e-be-samar
ab kaun sii lakiir salaamat hai haat kii
Parveen Shakir
Ghazal
jaa.o maujo merii manzil kaa pata kyaa puuchhtii ho
ik jaziira duur uftaada samundar me.n akelaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
yahaa.n pe ko.ii bachaane tumhe.n na aa.egaa
samundaro.n ne jaziira banaa ke rakkhaa hai
Munawwar Rana
Ghazal
guzarne vaalii havaa ko bataa diyaa gayaa hai
ki KHushbu.o.n kaa jaziira jalaa diyaa gayaa hai
Aziz Nabeel
Ghazal
sukuut-e-dil to jaziira hai barf kaa lekin
tiraa KHuluus hai suuraj ke saa.ebaa.n kii tarah
Prem Warbartani
Ghazal
hausla hai to jaziira bhii tumhaaraa hogaa
KHauf kii kashtiyaa.n saahil pe jalaa.o to sahii
Aziz Nabeel
Ghazal
hu.aa hai kaun numuudaar tiin samto.n se
ki andaruu.n kaa jaziira-numaa badalne lagaa
Sarvat Husain
Ghazal
kin paaniyo.n kaa zor use kaaT le gayaa
dekhaa thaa ham ne ek jaziira yahii.n kahii.n