SEARCH RESULTS
Showing search results for "حاشیے"
Ghazal MATCHES FOR "حاشیے"
Ghazal
mujhe bhii to kabhii bainassutuur me.n rakhtaa
phir aaj ek sadaa haashiye se aa.ii hai
Jahangeer nayab
Ghazal
ye haashiye tire gumraah kar rahe the mujhe
kitaab-e-ziist so mai.n tere nas me.n lauT aayaa
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
bahut adaq thii.n ibaaraat zindagaanii kii
zaraa sii der ruke haashiye se baate.n kii.n
Adnan Mohsin
Ghazal
Diary me.n likh ke mere tazkire rakh chho.Dnaa
phir kabhii un par lagaa kar haashiye rakh chho.Dnaa
Hasan Nasir
Ghazal
tahriir aur kuchh hai sar-e-matn-e-zindagii
aur haashiye me.n hai jo havaala kuchh aur hai
Aftab Hussain
Ghazal
haashiye par pa.De ham bhalaa kyaa kahe.n
jab bhii jo bhii kahaa an-sunaa rah gayaa
Gautam Rajrishi
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
Ahmad Ata
Ghazal
vaqt kii kamii kah kar jehl ko chhupaate hai.n
aaj-kal kitaabo.n me.n haashiye nahii.n milte
Iffat Zarrin
Ghazal
kaar-naama aur kyaa karte ye naqqaadaan-e-asr
nok-e-KHanjar se Gazal par haashiye likhte rahe