SEARCH RESULTS
Showing search results for "حاصل_مدعائے_دل"
Ghazal MATCHES FOR "حاصل_مدعائے_دل"
Ghazal
Sujit Sahgal Haasil
Ghazal
mudda.aa-e-dil kahuu.n 'ehsaan' kis ummiid par
vo jo chaahe.nge kare.nge aur jo chaahaa kar diyaa
Ehsan Danish
Ghazal
kuchh aise bad-havaas hai.n dil kii lagii se ham
kahte hai.n mudda.aa-e-dil mudda.ii se ham
Zaheer Dehlvi
Ghazal
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
Nazeer Ansari
Ghazal
adaa hu.aa na kabhii mudda.aa-e-dil ham se
vo vaqt mil bhii gayaa us se guftuguu ke liye
Sabir Dehlavi
Ghazal
bargasht-agii-e-qismat ye chhe.D kyaa nikaalii
jo mudda.aa-e-dil ho vo mudda.ii-e-jaa.n ho
Qalaq Merathi
Ghazal
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
kyaa kyaa na us ne puure kiye mudda.aa-e-dil
lekin pasand use dil-e-be-mudda.aa hu.aa
Aasi Ghazipuri
Ghazal
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
Waqar Manvi
Ghazal
log apnaa mudda.aa-e-dilii kah ke jaa chuke
mazmuun sochte rahe ham iltijaa.o.n ke
Zuhoor-ul-Islam Javed
Ghazal
miT ga.e ham mudda.aa-e-ishq haasil ho gayaa
ye fasaana apnii be-rabtii se kaamil ho gayaa
Basit Bhopali
Ghazal
dil-e-be-mudda.aa hii mudda.aa-e-ziist hai apnaa
isii be-haasilii ko ziist kaa haasil samajhte hai.n