SEARCH RESULTS
Showing search results for "حرف_رنجش"
Ghazal MATCHES FOR "حرف_رنجش"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
gadaa dast-e-ahl-e-karam dekhte hai.n
ham apnaa hii dam aur qadam dekhte hai.n
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
hairat kitaab-e-'ishq kaa pa.Dhnaa tamaam shud
lekin hai us ke baa'd to jiinaa tamaam shud
Shamsa Najm
Ghazal
kiina-o-buGz-o-anaa hirs-o-adaavat ranjish
kitne mahsuul sar-e-chashm numuudaar hu.e
Shabbeer Ehram
Ghazal
kaavish-e-'ishq pe in'aam agar ho jaa.e
saamnaa tujh se sar-e-'aam agar ho jaa.e
Abul Husain Azad
Ghazal
Saadullah Shah
Ghazal
gar kahuu.n Gair se phir rabt hu.aa tujh ko kyaa
kyaa buraa maan ke kahtaa hai bhalaa tujh ko kyaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
ai Gairat-e-Gam aa.nkh mirii nam to nahii.n hai
ko.ii dil-e-KHuu.n-gashta kaa mahram to nahii.n hai
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
suujhii tadbiir na kuchh ranj-o-balaa se pahle
zindagii chho.D ga.ii saath qazaa se pahle
Asar Nizami
Ghazal
nigaah-e-shauq agar dil kii tarjumaa.n ho jaa.e
to zarra zarra mohabbat kaa raaz-daa.n ho jaa.e
Haya Lakhnavi
Ghazal
shart-e-ulfat hai ki har naaz uThaayaa jaa.e
lab pe ik harf-e-shikaayat bhii na laayaa jaa.e
Jamal Naqvi
Ghazal
Mohammad Ghulam Nurani
Ghazal
dil me.n hai Gam-o-ranj-o-alam hirs-o-havaa band
duniyaa me.n muKHammas kaa hamaare na khulaa band
Dagh Dehlvi
Ghazal
KHamoshiyo.n me.n bahut se savaal laayaa hai
shikaayato.n ke liye ruKH nikaal laayaa hai