SEARCH RESULTS
Showing search results for "حرف_و_صوت"
Ghazal MATCHES FOR "حرف_و_صوت"
Ghazal
Talib Johari
Ghazal
bas ek huuk sii dil se uThe ghaTaa kii tarah
ki harf o saut zaruurii nahii.n du.aa ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
mirii sadaa pe na barse.n agar tirii aa.nkhe.n
to harf o saut ke saare diye bujhaa duu.ngaa
Saqi Faruqi
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
in dino.n diida bhii lagtaa hai shuniida kii tarah
kaash harf o saut ke man me.n utartaa aur kuchh
Kavish Badri
Ghazal
ye harf o saut kaa rishta hai zindagii kii daliil
KHudaa vo din na dikhaa.e ki be-sadaa ho jaa.uu.n
Irfan Sattar
Ghazal
ye harf o saut karishme hai.n sab usii ke 'zafar'
lahuu ke saath rago.n me.n jo Dar rukaa hu.aa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
talab kii raah me.n aise bhii mo.D aa.e hai.n
ki harf-o-saut gayaa shoKHii-e-guluu bhii ga.ii
Khalid Jamal
Ghazal
Azad Gulati
Ghazal
Ahmad Adil
Ghazal
KHayaal-o-fikr ko terii na.ii qabaa 'ahmar'
ye harf-o-saut nahii.n bas tiraa hunar degaa
Habeeb Ahmar
Ghazal
jab shu.uur-e-insaanii raabte kaa pyaasaa thaa
harf-o-saut ilm-o-fan kii asaas ham hii the
Ghalib Irfan
Ghazal
ataa-e-KHaas hai terii mire liye yaa-rab
ye harf-o-saut hai.n kyaa aur aagahii kyaa hai
Imran Azeem
Ghazal
Masood Hasan
Ghazal
Danish Aziz
Ghazal
tirii nigaah-e-nigaarish-talab ko kyaa maaluum
ki harf-o-saut se guzraa to kyaa se kyaa hu.aa mai.n