SEARCH RESULTS
Showing search results for "حضر"
Ghazal MATCHES FOR "حضر"
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
hu.aa hai apne safar se hazar se begaana
vahii.n vahii.n pe nahii.n hai jahaa.n jahaa.n ko.ii hai
Abrar Ahmad
Ghazal
na sazaa-vaar-e-hazar huu.n na mubaarak hai safar
mere palle pe na saabit hai.n na sayyaare hai.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
mai.n kab huu.n ye miraa tan-e-be-jaa.n hazar me.n hai
ruuh-e-ravaan-e-qaalib-e-tan to safar me.n hai
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
تجھ لب کوں کوئی شکر کتے کوئی شہد سوں برتر کتے
کوئی حضر جاں پرور کتے کوئی کچھ کتے کوئی کچھ کتے
Abul Hasan Tana Shah
Ghazal
ye aarzuu hai hazar me.n ho.n yaa safar me.n rahe.n
tire KHayaal me.n guzre.n tirii nazar me.n rahe.n
Khurshidul islam
Ghazal
Islam Uzma
Ghazal
hazaar ranj-e-safar hai hazar ke hote hu.e
ye kaisii KHaana-badoshii hai ghar ke hote hu.e
Irfan Waheed
Ghazal
Talib Ali Khaan Aishi
Ghazal
hai qulzum-e-idraak kii maujo.n me.n talaatum
ab chain mayassar hai safar me.n na hazar me.n
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
vaqt paaband-e-hazar to kabhii hotaa hii nahii.n
vo to har aan hii sargarm-e-safar hotaa hai
Azeez Moradabadi
Ghazal
ye kyaa hazar ki safar kii zaruurate.n hii na ho.n
ye kyaa safar ki kahii.n par saraab aa.e nahii.n
Rashid Jamaal Farooqi
Ghazal
kab tak masaafato.n hii se miTTii KHaraab ho
is baar rah me.n baiThe.nge le kar hazar kii KHaak
Arsalan Rathor
Ghazal
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
ik andhaa iraada liye jaataa hai kisii samt
jab Thahre to dekhaa na safar thaa na hazar thaa
Hameeda Moeen Rizvi
Ghazal
Sharafat Ali Shah
Ghazal
KHuu.n piine lagaa dekhiye insaan kaa insaan
allaah qayaamat hai ye allaah hazar hai