SEARCH RESULTS
Showing search results for "حوالے"
Ghazal MATCHES FOR "حوالے"
Ghazal
KHud ko mai.n baa.nT na Daaluu.n kahii.n daaman daaman
kar diyaa tuu ne agar mere havaale mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
'faraaz' dar-KHur-e-sajda har aastaana nahii.n
ham apne dil ke havaale se dar ko dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vo KHvaab dekhe to dekhe mire havaale se
mire KHayaal ke sab manzaro.n kaa saathii ho
Iftikhar Arif
Ghazal
mujh pe ye raaz isii ek havaale se khulaa
baat us kii hai magar kaise bataa.uu.n us ko
Shahzad Ahmad
Ghazal
sab chuu.Diyaa.n tumhaarii samundar ko sau.np dii.n
aur kar diye havaa ke havaale tumhaare KHat
Wasi Shah
Ghazal
shahr kii chaabiyaa.n a.adaa ke havaale kar ke
tohfatan phir unhe.n maqtuul sipaahii de.nge
Parveen Shakir
Ghazal
jo log aate hai.n milne tire havaale se
na.e to hote hai.n anjaane tho.Dii hote hai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
aur kuchh zaKHm mire dil ke havaale mirii jaa.n
ye mohabbat hai mohabbat me.n shikaayat kaisii
Aziz Nabeel
Ghazal
Farhat Abbas Shah
Ghazal
jugnuu guhar charaaG ujaale to de gayaa
vo KHud ko Dhuu.nDne ke havaale to de gayaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
zindagii aa tujhe qaatil ke havaale kar duu.n
mujh se ab KHuun-e-tamannaa nahii.n dekhaa jaataa
Shakeel Badayuni
Ghazal
KHud ko kar detaa huu.n kaaGaz ke havaale aksar
apnaa chehra kabhii aKHbaar ko de detaa huu.n
Akhtar Nazmi
Ghazal
mai.n isii KHaak se nikluu.ngaa sharaara ban kar
log to kar ga.e miTTii ke havaale mujh ko
Kamil Bahzadi
Ghazal
kashtii huu.n mujhe ko.ii kinaare se to khole
tuufaa.n ke hii kar jaa.e havaale ko.ii aa kar
Adeem Hashmi
Ghazal
ga.e dino.n ke havaale se tum ko pahchaanaa
ham aaj KHud se mile aur vaalihaana mile