SEARCH RESULTS
Showing search results for "حیاتی"
Ghazal MATCHES FOR "حیاتی"
Ghazal
bahut dublii bahut patlii hayaatii hotii jaatii hai
chapaatii rafta rafta kaaGzaatii hotii jaatii hai
Abeer AbuZari
Ghazal
miraa faKHr-e-hayaatii aaj bhii kirdaar hai meraa
isii nag se muzayyan turra-e-dastaar hai meraa
Raakesh ulfat
Ghazal
bashar kii hayaatii me.n rakkhaa hii kyaa hai
hayaat-e-bashar to ziyaa.n hii ziyaa.n hai
Shah Fahad
Ghazal
zauq-e-aashufta-navaa.ii ke havaale kar de.n
ham hayaatii ke jo do-chaar pahar rakhte hai.n
Ghulam Mustafa Daim
Ghazal
Tahir Hanfi
Ghazal
qaid-e-hayaat o band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
maut se pahle aadmii Gam se najaat paa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
hayaat-e-ishq kaa ik ik nafas jaam-e-shahaadat hai
vo jaan-e-naaz-bardaaraa.n ko.ii aasaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mai.n talKHii-e-hayaat se ghabraa ke pii gayaa
Gam kii siyaah raat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
laa.ii hayaat aa.e qazaa le chalii chale
apnii KHushii na aa.e na apnii KHushii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
is re.ngtii hayaat kaa kab tak uThaa.e.n baar
biimaar ab ulajhne lage hai.n tabiib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
kahii.n yahii to nahii.n kaashif-e-hayaat-o-mamaat
ye husn o ishq ba-zaahir hai.n be-KHabar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
us ke suluuk par 'adiim' apnii hayaat o maut hai
vo jo milaa to jii uThe vo na milaa to mar ga.e
Adeem Hashmi
Ghazal
paas-e-hayaat kaa KHayaal ham ko bahut buraa lagaa
pas ba-hujuum-e-ma.arka jaan ke be-sipar ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n apnii zaat me.n niilaam ho rahaa huu.n 'qatiil'
Gam-e-hayaat se kah do KHariid laa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
dete hai.n jannat hayaat-e-dahr ke badle
nashsha ba-andaaza-e-KHumaar nahii.n hai