SEARCH RESULTS
Showing search results for "خاتم"
Ghazal MATCHES FOR "خاتم"
Ghazal
ye jo nang the ye jo naam the mujhe khaa ga.e
ye KHayaal-e-puKHta jo KHaam the mujhe khaa ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
garmii-e-daulat hu.i aatish-zan-e-naam-e-niko
KHaana-e-KHaatim me.n yaaquut-e-nagii.n aKHtar hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n is ko na bechuu.n evaz-e-mulk-e-sulaimaa.n
hai sabt sar-e-KHaatim-e-dil naam tumhaaraa
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
chhalle Gairo.n paas to vo KHaatam-e-zar ai nigaar
hai hamaare paas bhii ab tak nishaanii aap kii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
chhalle Gairo.n paas hai vo KHaatam-e-zar ai nigaar
hai hamaare paas bhii ab tak nishaanii aap kii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kasb-e-mut.harrik se paa-basta nasab tuGre
ye kyaa hai ko.ii ahl-e-KHaatam se nahii.n kahtaa
Meem Hasan Lateefi
Ghazal
Galat hai zer-e-nagii.n ho ke da.ava-e-vus.at
bas ek halqa-e-KHaatam fazaa-e-hastii hai
Saqib Lakhnavi
Ghazal
kam nahii.n milk-e-sulemaa.n se visaal-e-saaqii
gardish-e-jaam mujhe halqa-e-KHaatam ho jaa.e
Mirza Raza Barq
Ghazal
usii ke haath me.n hai KHaatam-e-sulaimaanii
nagiin-e-dil pe jo naqsh us sanam kaa naam kiyaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
kanda is mere nagiin-e-dil pe teraa naam hai
us ko apne KHaatam-e-dil ke na kar ghar se judaa
Shah Naseer
Ghazal
Qayem Chaandpuri
Ghazal
zanjiir pahan.ne se hu.aa qaidiyo.n kaa naam
har ek ka.Dii halqa-e-KHaatam nazar aa.ii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Zia Faooqui
Ghazal
sharii.at hai azal se mohr-e-paimaan-e-vafaa merii
tariiqat KHaatim-e-ehraam-e-tasliim-o-razaa merii
Sahir Dehlavi
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
kaafii hai tere haath kaa chhallaa yahii mujhe
kuchh KHaatim-e-sulaimaa.n kii hasrat nahii.n hai ab