SEARCH RESULTS
Showing search results for "خودی"
Ghazal MATCHES FOR "خودی"
Ghazal
hosh vaalo.n ko KHabar kyaa be-KHudii kyaa chiiz hai
ishq kiije phir samjhiye zindagii kyaa chiiz hai
Nida Fazli
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
kise nahii.n hai tamannaa-e-sarvarii lekin
KHudii kii maut ho jis me.n vo sarvarii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
agarche be-KHudii-e-ishq ko zamaana hu.aa
'firaaq' kartii rahii kaam vo nazar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
chashm-e-saaqii se piyo yaa lab-e-saaGar se piyo
be-KHudii aaTho.n pahar ho ye zaruurii to nahii.n
Khamosh Ghazipuri
Ghazal
hai.n daur-e-jaam-e-avval-e-shab me.n KHudii se duur
hotii hai aaj dekhiye ham ko sahar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
saadgii o purkaarii be-KHudii o hushyaarii
husn ko taGaaful me.n jur.at-aazmaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
sitaara kyaa mirii taqdiir kii KHabar degaa
vo KHud faraaKHi-e-aflaak me.n hai KHvaar o zubuu.n
Allama Iqbal
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
giraa.n-bahaa hai to hifz-e-KHudii se hai varna
guhar me.n aab-e-guhar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
har jumbish-e-nigaah me.n sad-kaif be-KHudii
bhartii phiregii husn kii niyyat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
vo hijr me.n visaal kii ummiid kyaa hu.ii
vo ranj me.n KHushii ke bahaane kidhar ga.e