SEARCH RESULTS
Showing search results for "خود_سر"
Ghazal MATCHES FOR "خود_سر"
Ghazal
vaqt KHud-sar hai sadaa apnii hii man-maanii kare
bahtaa dariyaa aag kar de aag ko paanii kare
Kabir Ahmad Jaisi
Ghazal
Khawar Rizvi
Ghazal
fikr-o-nazar kii jang hai KHud sar ke saamne
ik sabz inqalaab hai patthar ke saamne
Bismil Aazmi
Ghazal
na hu.aa par na hu.aa vo but KHud sar apnaa
tujh se insaaf hai ai daavar-e-mahshar apnaa
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
KHud-sar thaa KHud-Garaz bhii thaa vo bad-mizaaj bhii
Thukraa chukaa hai is liye us ko samaaj bhii
Rana Mazhari Dehlvi
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
pahaa.Dii raag jab nadiyo.n ne chhe.De
uchhaltii lahre.n KHud sar dhun rahii hai.n
Ashhad Karim Ulfat
Ghazal
kaifiyat-e-shabaab se maazuur kuchh hu.e
kuchh aashiqo.n ne bhii unhe.n KHud-sar banaa diyaa
Sehr Ishqabadi
Ghazal
tire paa.nv pa.Dne se inkaar kar duu.n
mai.n itnaa to KHud-sar nahii.n ho gayaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
KHud-sar hai agar vo to maraasim na ba.Dhaa.o
KHuddaar agar ho to anaa ta.ng karegii
Safdar Saleem Sial
Ghazal
dekhe.nge apne dil ke tahammul kii kaifiyat
ham un ko aur chhe.D ke KHud-sar banaa.e.nge
Syed Aminul Hasan Mohani Bismil
Ghazal
din guzregaa raat kaa manzar aa.egaa
shahr-e-junuu.n me.n phir vo KHud-sar aa.egaa
Khan Rizwan
Ghazal
Shoaib Bin Aziz
Ghazal
ajab tarah kii tabii.at milii hai KHud-sar ko
ki do jahaan se 'akbar' KHilaaf rahtaa hai
Khursheed Akbar
Ghazal
lauT kar piichhe kabhii jaatii nahii.n raftaar-e-vaqt
zindagii ko ab miTaane kaun KHud-sar aa.egaa
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
tishnagii ho.nTo.n pe rakhnaa aur samundar sochnaa
mujh ko paagal kar gayaa hai ek KHud-sar sochnaa
israr Kafeel
Ghazal
KHud-sar mai.n bhii honaa chaahtaa huu.n 'betaab'
ik talvaar mire sar par bhii tuu laTkaa de