SEARCH RESULTS
Showing search results for "دبیرؔ"
Ghazal MATCHES FOR "دبیرؔ"
Ghazal
Rais Siddiqui
Ghazal
Shabbeer Ehram
Ghazal
bachpan se pa.Dh rahe hai.n 'aniis'-o-'dabiir' ko
'mehvar' suKHan-shanaas rahe ibtidaa se ham
Mahwar Sirsivi
Ghazal
tirii nigaah ne chhe.Daa ko.ii fasaana kyaa
qalam ko to.D ke jo sab 'dabiir' baiThe hai.n
Kalim Shadab
Ghazal
bayaan-e-maut ne baKHshii hayaat kitno.n ko
'aniis' baaqii hai ab tak 'dabiir' zinda hai
Badr Mohammadi
Ghazal
ghabraa.e kyuu.n na kashmakash-e-naz.a se 'diler'
pahlaa ye ittifaaq use umr bhar me.n hai
Syed Ameer Hasan Marharvi Diler
Ghazal
in hasiino.n se itnaa kah do 'diler'
thaam le.n dil ham aah karte hai.n
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
'diler' apne to marg-e-Gair par bhii
nikal pa.Dte hai.n aa.nsuu chashm-e-tar se
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
naza.a me.n bhii 'diler' aa.e na vo
rah gayaa dil me.n hausla dil kaa
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
zikr-e-shab-e-Gam sun ke 'diler' un kaa bhii kahnaa
ham nii.nd me.n sunte nahii.n afsaana kisii kaa
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
hotaa nahii.n hai eid ko bhii Gam Galat 'diler'
yaaraan-e-raftagaa.n kaa banaa sogvaar dil
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
ham un ke bas me.n hai.n qaabuu me.n the jo apnii 'diler'
ye bebasii na kisii ko ho iKHtiyaar ke baad
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
karte na ham kisii kii itaa.at kabhii 'diler'
maashuuq ham ko milte agar zor-o-zar ke saath
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
'diler' itnaa kahe dete hai.n tum se
KHayaal-e-KHaatir-e-jallaad rakhnaa
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
jo 'aniis' aap ko allaah ne baKHshaa hai kamaal
marsiye kii vo sifat rang-e-dabiirii me.n nahii.n
Ahmer Jalesari
Ghazal
hotaa huu.n 'diler' un se jo mai.n lutf kaa KHvaahaa.n
vo karte hai.n rah rah ke sitam aur ziyaada
Nawab Umrao Bahadur Diler
Ghazal
kyaa sher dhuum-dhaam ke likhte hai.n ai 'diler'
aatii hai har taraf se sadaa vaah vaah kii