SEARCH RESULTS
Showing search results for "درم"
Ghazal MATCHES FOR "درم"
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
duniyaa kaa ko.ii daaG mire dil ko kyaa lage
maa.ngaa na ik diram bhii kabhii is baKHiil se
Ahmad Javaid
Ghazal
'miir' ke sadqe mire harf ko darveshii mile
duur mujh se havas-e-daam-o-diram ho aamiin
Rehman Faris
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Shamim Karhani
Ghazal
yuusuf nahii.n jo haath lage chand diram se
qiimat jo do aalam kii hai bai.aana hai us kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hisaab dil kaa rakhe.n ham ki dahr kaa 'baabar'
shumaar daaG kiye jaa.e.n yaa diram kiye jaa.e.n
Idris Babar
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
Mohsin Zaidi
Ghazal
manzil daraaz-o-duur hai aur ham me.n dam nahii.n
huu.n rail par savaar to daam-o-diram nahii.n
Ismail Merathi
Ghazal
kaavish-e-besh-o-kam kii baat na kar
chho.D daam-o-diram kii baat na kar
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
hai.n talabgaar mohabbat ke miyaa.n jo ashKHaas
vo bhalaa kab talab-e-daam-o-diram karte hai.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
tujh ko bhii ishq-e-butaa.n kaa maza kuchh ho ma.aluum
tere palle ho.n agar daam-o-diram ai naaseh
Shauq Bahraichi
Ghazal
Gair vaslat ke tire aur na KHvaahish apnii
kyaa talaa nuqra-o-diinaar-o-diram chaaro.n ek
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
razm-e-afkaar me.n fursat hai kahaa.n ahl-e-jahaa.n
dard kii god me.n aaraam abhii baaqii hai