SEARCH RESULTS
Showing search results for "در_بہ_در"
Ghazal MATCHES FOR "در_بہ_در"
Ghazal
bhaTaktii phirtii hai din raat dar-ba-dar tanhaa
ye kis ko Dhuu.nDhtii rahtii hai rahguzar tanhaa
Sarfaraz Khalid
Ghazal
Akhtar Azad
Ghazal
dar-ba-dar kii KHaak peshaanii pe mal kar aa.egaa
ghuum-phir kar raasta phir mere hii ghar aa.egaa
Sultan Akhtar
Ghazal
Rashid Aazar
Ghazal
hai dil me.n ek baat jise dar-ba-dar kahe.n
har chand us me.n jaan bhii jaa.e magar kahe.n
Urfi Aafaqi
Ghazal
dar-ba-dar bhaTkaa mai.n us kii aarzuu ke vaaste
hasrate.n bhii ham-safar thii.n justujuu ke vaaste
Mohammad Salim
Ghazal
mai.n kab se dar-ba-dar huu.n mujh ko dar dikhaa
bahut hu.aa to aaKHir-e-safar dikhaa
Parul Singh Noor
Ghazal
kuu-ba-kuu sahraa-ba-sahraa dar-ba-dar kii baat hai
zindagii kyaa hai ye ruudaad-e-safar kii baat hai