SEARCH RESULTS
Showing search results for "دماغ"
Ghazal MATCHES FOR "دماغ"
Ghazal
kuchh hamii.n ko nahii.n ehsaan uThaane kaa dimaaG
vo to jab aate hai.n maa.il-ba-karam aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
be-dimaaG-e-KHajlat huu.n rashk-e-imtihaa.n taa-kai
ek bekasii tujh ko aalam-aashnaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
suuraj-dimaaG log bhii ablaaG-e-fikr me.n
zulf-e-shab-e-firaaq ke pechaak ho ga.e
Parveen Shakir
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
rahe dimaaG agar aasmaa.n pe duur nahii.n
ki tere kuuche me.n mast-e-Gubaar ham bhii hai.n
Ameer Minai
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aashuftagii ne naqsh-e-suvaidaa kiyaa durust
zaahir hu.aa ki daaG kaa sarmaaya duud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
na tuu milne ke ab qaabil rahaa hai
na muj ko vo dimaaG o dil rahaa hai
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
KHushaa vo kashmakash-e-rabt-e-baahamii jis ne
dil o dimaaG ko be-kaar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
kisii kisii ke nasiibo.n me.n ishq likkhaa hai
har ik dimaaG bhalaa kab hai is KHalal ke liye
Qateel Shifai
Ghazal
Gash hai.n ki be-dimaaG hai.n gul-pairahan namat
az-bas dimaaG-e-itr-e-garebaa.n nahii.n rahaa