SEARCH RESULTS
Showing search results for "دہ"
Ghazal MATCHES FOR "دہ"
Ghazal
thii mashvarat kii ham ko basaanaa hai ghar nayaa
dil ne kahaa ki mere dar-o-baam Dhaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
ye baar-e-Gam-e-ishq samaayaa hai ki 'naasiKH'
hai koh se dah-chand giraanii mire dil kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
nikle hai chashma jo ko.ii josh-e-zanaa.n paanii kaa
yaad-dah hai vo kaso chashm kii giryaanii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ab ek baar to qudrat javaab-dah Thahre
hazaar baar ham insaan aazmaa.e ga.e
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
adam me.n hastii se jaa kar yahii kahuu.ngaa mai.n
hazaar hasrat-e-zinda ko gaa.D daab aayaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kha.De chup ho dekhte kyaa mire dil uja.D ga.e ko
vo gunah to kah do jis se ye dah-e-KHaraab ulTaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
uzlat se nikal shaiKH ki tere liye tayaar
ko.ii haft-gazii meKH ko.ii dah-vajabii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
kuchh dahan hii nahii.n vahm-e-sho.araa ke nazdiik
muu se baariik kamar bhii hai gumaanii terii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
shaam se sub.h talak daur-e-sharaab aaKHir hai
rote hai.n dekh ke KHandaa.n dahan-e-jaam ko ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
sadqe chakor hote hai.n ruKHsaar-e-yaar ke
vo maah-e-chaar-dah mah-e-taabaa.n hai in dino.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aasmaa.n ruu-e-zamii.n hai yaar maah-e-chaar-dah
halqa-e-ahbaab gird us ke hai haala maah kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
tum ho mah-e-chaar-dah chaar qadam rakh ke aaj
badr-e-falak-qadr kii qadr ghaTaane chalo
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
raaz-e-giraftagii na asiir-e-lahn se puuchh
ye baat apnii zulf-e-shikan-dar-shikan se puuchh
Rais Amrohvi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
hai.n kahaa.n aah vo huuraan-e-tasavvur jin se
dil thaa Gairat-dah-e-gulzaar-e-jinaa.n aaj kii raat
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
hai jis me.n qufl-e-KHaana-e-KHummaar to.Diye
ya.anii dar-e-bahisht ko yakbaar to.Diye