SEARCH RESULTS
Showing search results for "ذاتی"
Ghazal MATCHES FOR "ذاتی"
Ghazal
mujhe pahle to lagtaa thaa ki zaatii mas.ala hai
mai.n phir samjhaa mohabbat kaa.enaatii mas.ala hai
Umair Najmi
Ghazal
abhii ma.aluum nahii.n kitne hai.n zaatii asbaab
kitnii vaj.he.n hai.n samaajii mirii tanhaa.ii kii
Farhat Ehsas
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Farhat Zahid
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
'mus.hafii' ko nahii.n kuchh vasf-e-izaafii se to kaam
sher kahnaa zi-bas us kaa sifat-e-zaatii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
aadmii ke paas KHud zaatii masaa.il hai.n bahut
duusro.n ke ab masaa.il ko.ii suljhaataa nahii.n
Ibrat Bahraichi
Ghazal
husn-e-zaatii bhii chhupaa.e se kahii.n chhuptaa hai
saat pardo.n se ayaa.n shaahid-e-ma.anii hogaa
Yagana Changezi
Ghazal
kiijiye aur savaalaat na zaatii mujh se
itnii shohrat bhii sambhaalii nahii.n jaatii mujh se
Shabnam Rumani
Ghazal
aaj kii shab KHaas hogii jab sunaa.uu.ngaa use
ek qissa apnaa zaatii daastaanii rang kaa
Obaid Siddiqi
Ghazal
mire aslaaf saa ko.ii amaanat-daar hai 'saabir'
agar masraf ho zaatii to diyaa raushan nahii.n miltaa
Sabir Shah Sabir
Ghazal
is jahaa.n me.n sifat-e-ishq se mausuuf hai.n ham
na karo aib hamaare hunar-e-zaatii kaa