SEARCH RESULTS
Showing search results for "راغب"
Ghazal MATCHES FOR "راغب"
Ghazal
chabaa le.n kyo.n na KHud hii apnaa Dhaa.ncha
tumhe.n raatib muhayyaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
mahbuub nagar ho ki Gazal gaa.no ho 'raaGib'
dastuur-e-mohabbat nahii.n aasaan kahii.n kaa
Iftikhar Raghib
Ghazal
be-suud har ik qaul har ik she’r hai 'raaGib'
gar us ke mu.aafiq tiraa kirdaar nahii.n to
Iftikhar Raghib
Ghazal
kahaa mai.n ne sunaa.o haal-e-dil 'raaGib'
javaab aayaa bahut lambii kahaanii hai
Iftikhar Raghib
Ghazal
ajiib intishaar hai zamii.n se aasmaan tak
Gubaar hii Gubaar hai zamii.n se aasmaan tak
Raghib Muradabadi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
is tarah hairaan hai.n sab dekh kar 'raaGib' mujhe
jaise ko.ii aa gayaa ho mustaqil jaane ke ba.ad
Iftikhar Raghib
Ghazal
kis kis ko bataa.uu.n ki mai.n buzdil nahii.n 'raaGib'
is daur me.n mafhuum-e-sharaafat hii alag hai
Iftikhar Raghib
Ghazal
chaadar hii ke mutaabiq phailaa.o paa.nv 'raaGib'
me.aar-e-ziist rakkhaa auqaat ke mutaabiq
Iftikhar Raghib
Ghazal
aarzuu dil kii hai 'raaGib' umr bhar raushan rahe
jo yaqii.n kaa ik diyaa hai mere us ke darmiyaa.n
Iftikhar Raghib
Ghazal
haq baat hii kahe.nge sar-e-daar dekhnaa
ahl-e-qalam kii jur.at-e-iz.haar dekhnaa
Raghib Muradabadi
Ghazal
qalb-e-'raaGib' me.n 'ajab shaan se hai jalva-fagan
dilrubaa.ii kaa hasii.n taaj-mahal yaa'nii tuu
Iftikhar Raghib
Ghazal
Iftikhar Raghib
Ghazal
'raaGib' ba-ehtiyaat hii laazim hai guftuguu
dushman ko bhii gazand na pahu.nche zabaan se