SEARCH RESULTS
Showing search results for "رد_عمل"
Ghazal MATCHES FOR "رد_عمل"
Ghazal
ham agar radd-e-amal apnaa dikhaane lag jaa.e.n
har ghamanDii ke yahaa.n hosh Thikaane lag jaa.e.n
Raoof Khair
Ghazal
amal kaa radd-e-amal vaqt kaa javaab huu.n mai.n
qubuul kiijiye qudrat kaa intiKHaab huu.n mai.n
Nusrat Mehdi
Ghazal
daanishvaro.n ke bas me.n ye radd-e-amal na thaa
mai.n aisii teG le ke uThaa jis me.n phal na thaa
Qaisarul Jafri
Ghazal
daanishvaro.n ke bas me.n ye radd-e-amal na thaa
mai.n aisii teG le ke uThaa jis me.n phal na thaa
Qaisarul Jafri
Ghazal
sab ek radd-e-amal kaa amal hai aur nahii.n
jo ek radd-e-amal Daalne pe rahtaa hai
Afzaal Naveed
Ghazal
is kaa radd-e-amal bhii dhyaan me.n rakh
tuu agar mas.ala uThaa rahii hai
Faisal Nadeem Faisal
Ghazal
ye nafrat mohabbat kaa radd-e-amal hai
ki mujh se taqaazaa tire jaur kaa hai
Himayat Ali Shayar
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
ajiib radd-e-amal thaa vo raushnii ke KHilaaf
jalaa jalaa ke charaaGo.n ko KHud bujhaanaa miraa
Tariq Qamar
Ghazal
tere harjaa.ii-pane kaa ye hu.aa radd-e-amal
mujhe mahbuub milaa hai na tujhe KHuub hu.aa
Ahmad Aqeel
Ghazal
ab ko.ii suurat-e-guftaar nazar aatii nahii.n
vo bhii KHaamosh miraa radd-e-amal bhii KHaamosh
Dr. Azam
Ghazal
kaun hogaa mirii jur.at kaa badal mere ba.ad
KHatm ho jaa.egaa har radd-e-amal mere ba.ad