SEARCH RESULTS
Showing search results for "رستخیز"
Ghazal MATCHES FOR "رستخیز"
Ghazal
hai intizaar se sharar aabaad rustaKHez
mizhgaan-e-koh-kan rag-e-KHaaraa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
paiGaam-e-rustKHez hai aamad bahaar kii
mar kar hu.ii hai nargis-e-biimaar tandurust
Naseem Dehlvi
Ghazal
hai.n in me.n band kisii ahd-e-rast-KHez ke 'aks
ye merii aa.nkhe.n ajaa.ib-gharo.n me.n rakh aanaa
Farhan Salim
Ghazal
Talha Rizvi Barq
Ghazal
hamaare baa'd agar rustaKHez ho bhii to kyaa
bisaat-e-vaqt se ham to ga.e guzar KHaamosh
Akhtar Ziai
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ai halqa-e-darveshaa.n vo mard-e-KHudaa kaisaa
ho jis ke garebaa.n me.n ha.ngaama-e-rustaa-KHez
Allama Iqbal
Ghazal
kise KHabar hai ki ha.ngaama-e-nashuur hai kyaa
tirii nigaah kii gardish hai merii rustaa-KHez
Allama Iqbal
Ghazal
un ho.nTo.n se yuu.n ristii hai baat 'zahiir'
jaise ik naGmo.n kaa jharnaa bahtaa hai
Zaheer Kashmiri
Ghazal
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
hai dil me.n josh-e-hasrat rukte nahii.n hai.n aa.nsuu
ristii hu.ii suraahii TuuTaa hu.aa subuu huu.n
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
ye KHuun ristii hu.ii u.ngliyaa.n qalam apnaa
ye KHushk aa.nkho.n kii KHushkii davaat ho ga.ii hai
Ameer Imam
Ghazal
utaaraa Taa.ng diyaa raincoat khuu.nTii par
phir us se ristii rahii buu.nd buu.nd saarii raat