SEARCH RESULTS
Showing search results for "رسی"
Ghazal MATCHES FOR "رسی"
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
paanii me.n vo kashish hai ki allaah kii panaah
rassii kaa haath thaame gha.Daa bhii utar gayaa
Munawwar Rana
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
KHud se duur ho ga.e chuur chuur ho ga.e
rassii jal ga.ii magar us kaa bal gayaa nahii.n
Waqar Khan
Ghazal
'hasiib'-soz jo rassii ke pul pe chalte the
pa.Daa vo vaqt ki sa.Dko.n pe chalnaa bhuul ga.e
Haseeb Soz
Ghazal
Hasan Abbas Raza
Ghazal
terii galii ko chho.D ke paagal nahii.n gayaa
rassii to jal ga.ii hai magar bal nahii.n gayaa
Ismail Raaz
Ghazal
ye us kaa aham pyaar me.n Dhal jaa.e to achchhaa
rassii to jalii bal bhii nikal jaa.e to achchhaa
Alok Yadav
Ghazal
fazaa me.n guu.nj rahii hai sadaa-e-mazluumaa.n
zabaa.n KHamosh hai lekin bayaan baaqii hai
Naz Qadri
Ghazal
kuchh aadmii samaaj pe bojhal hai.n aaj bhii
rassii to jal ga.ii hai magar bal hai.n aaj bhii
Divakar Rahi
Ghazal
pahu.nchaa hai shab kamand lagaa kar vahaa.n raqiib
sach hai haraam-zaade kii rassii daraaz hai