SEARCH RESULTS
Showing search results for "رکتی"
Ghazal MATCHES FOR "رکتی"
Ghazal
paate nahii.n jab raah to cha.Dh jaate hai.n naale
ruktii hai mirii tab.a to hotii hai ravaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
huuk uThtii hai agar zabt-e-fuGaa.n kartaa huu.n
saa.ns ruktii hai to barchhii kii anii hotii hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
naKHre uThaa rahii huu.n tumhaarii talaash ke
ruktii nahii.n huu.n raastaa viiraan dekh kar
Himanshi Babra
Ghazal
jo yahaa.n KHud hii lagaa rakkhii hai chaaro.n jaanib
ek din ham ne isii aag me.n jal jaanaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
taraash aisii ki ruktii hai saa.ns dha.Dkan kii
phir us pe chalnaa qayaamat kii chaal hotaa hai
Shahzad Qais
Ghazal
saa.ns ruktii hai chhalakte hu.e paimaane me.n
ko.ii letaa thaa tiraa naam-e-vafaa aaKHir-e-shab
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
jab kisii se pesh-qadmii zulm kii ruktii na ho
us jagah laazim hai KHud siina-sipar ho jaa.iye
Saba Akbarabadi
Ghazal
vahii aatii vahii jaatii vahii ruktii vahii ba.Dhtii
usii se dostii hotii usii se dushmanii ba.Dhtii
Muzdam Khan
Ghazal
aaj ruktii nahii.n KHaame kii zabaa.n rakhiye mu.aaf
harf kaa tuul bhii jo mujh se ghaTaayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hotii hai zabaa.n band to kyaa kuchh nahii.n kahtii
ruktii hai ye talvaar to hotii hai ravaa.n aur
Arsh Malsiyani
Ghazal
Devesh Dixit Dev
Ghazal
ruktii na us se choT na chaltii ye qaatilaa
haatho.n se tere jauhar-e-teG-o-sipar khule
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jaa-ba-jaa hote hai.n daaman-giir dil ushshaaq ke
har qadam par aaj ruktii hai savaarii aap kii