SEARCH RESULTS
Showing search results for "ریا"
Ghazal MATCHES FOR "ریا"
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
gila fuzuul thaa ahd-e-vafaa ke hote hu.e
so chup rahaa sitam-e-naa-ravaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
Ali Zaryoun
Ghazal
sidq-o-safaa ne mujh ko kiyaa hai bahut KHaraab
makr-o-riyaa zaruur sikhaa diijiye mujhe
Abdul Hamid Adam
Ghazal
mansab-e-sheftagii ke ko.ii qaabil na rahaa
hu.ii maazuuli-e-andaaz-o-adaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
vo riyaa jis par the zaahid ta.ana-zan
pahle aadat phir ibaadat ho ga.ii
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
dil un ke saath magar teG aur shaKHs ke saath
ye silsila bhii kuchh ahl-e-riyaa kaa lagtaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
shukr-e-jafaa bhii ahl-e-razaa ne kiyaa adaa
un se yahii nahii.n ki shikaayat na ho sakii
Hasrat Mohani
Ghazal
dekho ki pha.ns na jaa.e.n farishte bhii jaal me.n
kyuu.n pa.Dh rahe ho khol ke zulf-e-rasaa namaaz
Ahmad Husain Mail
Ghazal
riyaa to dil me.n thii maathe pe ab hai us kaa nishaa.n
kahaa.n kaa daaG kahaa.n daf.atan ubhar aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Altaf Hussain Hali
Ghazal
mohtasib aur ham hai.n dono.n muttafiq is baab me.n
barmalaa jo mai-kashii ho be-riyaa ho jaa.egii