SEARCH RESULTS
Showing search results for "زدے"
Ghazal MATCHES FOR "زدے"
Ghazal
ye zulf KHam-ba-KHam na ho kyaa taab-e-Gair hai
tere junuu.n-zade kii salaasil ko thaamnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
phirtaa hai 'miir' to jo phaa.De hu.e garebaa.n
kis kis sitam-zade ne daamaa.n yaar khii.nchaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ham dil-zade jo sair-e-chaman ko nikal pa.De
har phuul dast-e-shaaKH me.n talvaar ban gayaa
Zaheer Kashmiri
Ghazal
rahte hai.n kyaa bhalaa vaa.n aafat-zade hii saare
us kuuche me.n kisii kaa aabaad ghar na dekhaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
jo vo mile kahii.n aafat-zade to kahte hai.n
zamaana-bhar hai maze me.n KHaraab hai.n ham tum
Waheeduddin Ahmad Waheed
Ghazal
hame.n to hazrat-e-vaa.iz kii zid ne pilvaa.ii
yahaa.n iraada-e-sharb-e-mudaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
tuu itnii dil-zada to na thii ai shab-e-firaaq
aa tere raaste me.n sitaare luTaa.e.n ham
Ahmad Faraz
Ghazal
zahe vo dil jo tamannaa-e-taaza-tar me.n rahe
KHoshaa vo umr jo KHvaabo.n hii me.n bahal jaa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
vaa.iz subuut laa.e jo mai ke javaaz me.n
'iqbaal' ko ye zid hai ki piinaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Mubarik Siddiqi
Ghazal
ek musht-e-KHaak aur vo bhii havaa kii zad me.n hai
zindagii kii bebasii kaa isti.aara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
hal kuchh to nikal aa.egaa haalaat kii zid kaa
ai kasrat-e-aalaam mai.n kuchh soch rahaa huu.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
KHushaa ishaara-e-paiham zahe sukuut-e-nazar
daraaz ho ke fasaana hai muKHtasar phir bhii