SEARCH RESULTS
Showing search results for "زرخیز"
Ghazal MATCHES FOR "زرخیز"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
dafn ho jaa.e.n ki zarKHez zamii.n lagtii hai
kal isii miTTii se shaayad mirii shaaKHe.n nikle.n
Gulzar
Ghazal
zehn kii zarKHez miTTii se na.e chehre uge
jo mirii yaado.n me.n zinda hai saraasiima hu.aa
Saqi Faruqi
Ghazal
e.Diyaa.n maar ke zaKHmii bhii hu.e log magar
ko.ii chashma nahii.n zarKHez zamii.n se niklaa
Azlan shah
Ghazal
ye zamii.n zarKHez hogii KHuun pii kar aur bhii
khetiyaa.n uglaa kare.ngii la.al-o-gauhar aur bhii
Naz Khialvi
Ghazal
palko.n pe ko.ii phuul nahii.n hai to ajab kyaa
kahne ko to miTTii mirii zarKHez bahut hai
Abbas Tabish
Ghazal
misaal-e-aasmaa.n hai vo mujhe zarKHez kartaa hai
mujhe zarKHez kartaa hai misaal-e-aasmaa.n hai vo
Anees Ansari
Ghazal
mai.n aise KHitta-e-zarKHez kaa makii.n huu.n jahaa.n
sanam-taraash ko patthar baham nahii.n hotaa
Shanawar Ishaq
Ghazal
Ajeet Singh Hasrat
Ghazal
tum abr-e-karam ban ke zaraa aa ke to dekho
KHaak-e-dil-e-barbaad bhii zarKHez bahut hai
Moghisuddin Fareedi
Ghazal
Kashif Syed
Ghazal
is liye ho ga.ii zarKHez jaraa.em kii zamii.n
mujrimo.n ke liye duniyaa me.n sazaa kuchh bhii nahii.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
ash'aar ke phuulo.n se ladii shaaKH-e-tamannaa
miTTii mire ehsaas kii zarKHez bahut hai
Krishn Adeeb
Ghazal
khetiyaa.n chhaalo.n kii hotii thii.n lahuu ugte the
kitnaa zarKHez thaa vo dar-badarii kaa mausam
Laiq Aajiz
Ghazal
Abdul Mannan Tarzi
Ghazal
zarfishaa.n hai mirii zarKHez zamiino.n kaa badan
zarra zarra mire punjab kaa paaras niklaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
aur zarKHez karegaa ye mire lafzo.n ko
hijr yaktaa hai to yaktaa hii kamaa.ii degaa