SEARCH RESULTS
Showing search results for "زمان"
Ghazal MATCHES FOR "زمان"
Ghazal
isii roz o shab me.n ulajh kar na rah jaa
ki tere zamaan o makaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
ruke to gardishe.n us kaa tavaaf kartii hai.n
chale to us ko zamaane Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kis kis ko bataa.e.nge judaa.ii kaa sabab ham
tuu mujh se KHafaa hai to zamaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
hazaar baar zamaana idhar se guzraa hai
na.ii na.ii sii hai kuchh terii rahguzar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mere zamaan-o-zaat kaa hai ye mu'aamla ki ab
sub.h-e-firaaq bhii nahii.n shaam-e-visaal bhii nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
hai dostii to mujhe izn-e-mezbaanii de
tuu aasmaa.n se utar aur mirii zamiin pe chal
Ahmad Faraz
Ghazal
kahne ko sham-e-bazm-e-zamaan-o-makaa.n huu.n mai.n
socho to sirf kushta-e-daur-e-jahaa.n huu.n mai.n
Ameeq Hanafi
Ghazal
kahii.n zamaan-o-makaa.n me.n hai naam ko bhii sukuu.n
magar ye baat mohabbat kii baat par aa.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ajiib bastii thii chehre to apne jaise the
magar sahiife kisii ajnabii zabaan me.n the
Aashufta Changezi
Ghazal
aazaad ho gayaa huu.n zamaan-o-makaan se
mai.n ik Gulaam thaa jo madiine ke biich thaa
Abu Turab
Ghazal
sunaa hai us kii guzartii hai taaza phuulo.n me.n
'zamaan' jis ke liye shahr KHaar-o-KHas me.n rahe
Zaman Kanjahi
Ghazal
paamaal shoKHiyo.n me.n karo tum zamiin ko
Daaluu.n falak pe zalzale me.n iztiraab me.n
Ismail Merathi
Ghazal
hadd-e-nazar se duur zamaan-o-makaa.n se duur
manzil hai mere ishq kii fahm-o-gumaa.n se duur