SEARCH RESULTS
Showing search results for "زہد"
Ghazal MATCHES FOR "زہد"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
salb-e-biinaa.ii ke ahkaam mile hai.n jo kabhii
raushnii chhuune kii KHvaahish ko.ii shab-zaad kare
Parveen Shakir
Ghazal
lab khole parii-zaad ne aahista se 'sarvat'
jo.n guftuguu kartaa hai sitaare se sitaaraa
Sarvat Husain
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
zaahid ye zohd-o-taqvaa-o-parhez kii ravish
mai.n KHuub jaantaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
parvarda-e-karam se to zebaa nahii.n hijaab
mujh KHaana-zaad-e-husn se pardaa na chaahiye
Bedam Shah Warsi
Ghazal
tham zaraa ai adam-aabaad ke jaane vaale
rah ke duniyaa me.n abhii zaad-e-safar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
kyaa zohd ko maanuu.n ki na ho garche riyaa.ii
paadaash-e-amal kii tama-e-KHaam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
apne ham-zaad daraKHto.n me.n kha.Daa sochtaa huu.n
mai.n to aayaa thaa inhe.n aag lagaane ke liye
Abbas Tabish
Ghazal
jitnii bhii mai-kade me.n hai saaqii pilaa de aaj
ham tishna-kaam zohd ke sahraa se aa.e hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
shahr-ba-shahr kar safar zaad-e-safar liye baGair
ko.ii asar kiye baGair ko.ii asar liye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
ham vo shab-zaad ki suuraj kii inaayaat me.n bhii
apne bachcho.n ko faqat kor-nigaahii de.nge
Parveen Shakir
Ghazal
ai zohd-e-KHushk terii hidaayat ke vaaste
sauGaat-e-ishq laa.e hai.n kuu-e-butaa.n se ham