SEARCH RESULTS
Showing search results for "سامان"
Ghazal MATCHES FOR "سامان"
Ghazal
phir pursish-e-jaraahat-e-dil ko chalaa hai ishq
saamaan-e-sad-hazaar namak-daa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
phir muqarrir ko.ii sargarm sar-e-mimbar hai
kis ke hai qatl kaa saamaan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Ghazal
saamaan kuchh nahii.n hai phaTe-haal hai magar
jhole me.n us ke paas ko.ii samvidhaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
hosh o havaas o taab o tavaa.n 'daaG' jaa chuke
ab ham bhii jaane vaale hai.n saamaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
aagaah apnii maut se ko.ii bashar nahii.n
saamaan sau baras kaa hai pal kii KHabar nahii.n
Hairat Allahabadi
Ghazal
diida o dil ko sambhaalo ki sar-e-shaam-e-firaaq
saaz-o-saamaan baham pahu.nchaa hai rusvaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
apne saamaan-e-ta.ayyush se agar fursat mile
bekaso.n kaa bhii kabhii tarz-e-ma.iishat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
ise saamaan-e-safar jaan ye jugnuu rakh le
raah me.n tiirgii hogii mire aa.nsuu rakh le
Rahat Indori
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
gar dil kii ye mahfil hai KHarcha bhii ho phir dil kaa
baahar se to saamaan-e-mahfil nahii.n aane kaa
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n ne KHud ko jam.a kiyaa pachchiis baras me.n
ye saamaan to mujh se yakjaa phir nahii.n hogaa
Sarvat Husain
Ghazal
jii to kahtaa hai ki bistar se na utruu.n ka.ii roz
ghar me.n saamaan to ho baiTh ke khaane ke liye