SEARCH RESULTS
Showing search results for "ستائے"
Ghazal MATCHES FOR "ستائے"
Ghazal
tumhaare saath ye mausam farishto.n jaisaa hai
tumhaare baa'd ye mausam bahut sataa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
nukta-chii.n hai Gam-e-dil us ko sunaa.e na bane
kyaa bane baat jahaa.n baat banaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
jo zamaane ke sitam hai.n vo zamaana jaane
tuu ne dil itne sataa.e hai.n ki jii jaantaa hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
Meeraji
Ghazal
dair-o-haram ke habs-kado.n ke sataa.e hai.n
ham aaj mai-kade kii havaa khaane aa.e hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
Tabish Kanpuri
Ghazal
jab jab tumhe.n bhulaayaa tum aur yaad aa.e
jaate nahii.n hai.n dil se ab tak tumhaare saa.e
Rajendera Krishan
Ghazal
Nasir Nizami
Ghazal
to kul milaa ke mujhe baat ye samajh aa.ii
jo nek log ho.n aksar sataa.e jaate hai.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
apnaa maqaam shaaKH-e-buriida hai baaG me.n
gul hai.n magar sataa.e hu.e baaGbaa.n ke hai.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
tham tham ke aa.nkh ashk bahaa.e to kyaa karuu.n
rah rah ke terii yaad sataa.e to kyaa karuu.n
Shamim Jaipuri
Ghazal
KHudaa kii shaan ki munkir hai.n aadamiyyat ke
KHud apnii suk.Dii hu.ii zaat ke sataa.e hu.e
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ye bekasii bhii ajab bekasii hai duniyaa me.n
ko.ii sataa.e hame.n ham sataa nahii.n sakte
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
ab kisii aur saliiqe se sataa.e duniyaa
jii badalne lagaa asbaab-e-pareshaanii se