SEARCH RESULTS
Showing search results for "سخی"
Ghazal MATCHES FOR "سخی"
Ghazal
sunaa hai hashr hai.n us kii Gazaal sii aa.nkhe.n
sunaa hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
zamii.n saa duusraa ko.ii saKHii kahaa.n hogaa
zaraa saa biij uThaa le to pe.D detii hai
Gulzar
Ghazal
zariif abruu Gazab Gamza Gussa Gaur Gazal
ghamanD qaus qazaa ishq tanz niim saKHii
Shahzad Qais
Ghazal
havaa ke haath me.n kaase hai.n zard patto.n ke
kahaa.n ga.e vo saKHii sabz chaadaro.n vaale
Mohsin Naqvi
Ghazal
ab iKHtitaam ko hai saKHii harf-e-iltimaas
kuchh hai to ab vo saamne dast-e-du.aa ke laa
Mohsin Naqvi
Ghazal
hazaar muflis sahii magar ham saKHii balaa ke
kabhii to tum ahl-e-dard kii anjuman me.n aa.o
Ahmad Faraz
Ghazal
baa.nT rahaa hai daaman daaman merii chaahat
apnaa dil bhii kisii saKHii kaa dar lagtaa hai
A G Josh
Ghazal
saKHii hai vo to saKHaavat kii laaj rakh legaa
savaal arz-e-talab kaa na darmiyaan me.n laa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
aabruu ho na jo pyaarii to ye duniyaa hai saKHii
haath phailaa.o to ye tarz-e-karam khultaa hai
Waheed Akhtar
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
mere saKHii ne KHaalii haath na lauTaayaa
Dhero.n dukh baa.ndhe hai.n merii gaTh.Dii me.n
Hamida Shaheen
Ghazal
luT ga.e muft me.n dono.n, tirii daulat miraa dil
ai saKHii! terii mirii ek sii taqdiire.n hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
kulfat-e-duniyaa miTe bhii to saKHii ke faiz se
haath dhone ko mile bahtaa hu.aa paanii mujhe
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
jis qadar TuuT ke chaahaa use ham ne 'ashfaaq'
us saKHii ne hame.n utnii bhii to nafrat nahii.n dii
Ahmad Ashfaq
Ghazal
vo saKHii hai to kisii roz bulaa kar le jaa.e
aur mujhe vasl ke aadaab sikhaa kar le jaa.e