SEARCH RESULTS
Showing search results for "سرایت"
Ghazal MATCHES FOR "سرایت"
Ghazal
maGruur bahut the ham aa.nsuu kii saraayat par
so sub.h ke hone ko taasiir nazar aa.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
ab rahm par usii ke mauquuf hai ki yaa.n to
nai ashk me.n saraayat nai aah me.n asar hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
jab anaa hai mirii rag rag me.n saraayat 'ambar'
kis tarah us ke har ik hukm kii ta.amiil karuu.n
Ambar Abid
Ghazal
Khursheed Akbar
Ghazal
ruuh ban kar merii rag rag me.n saraayat kar gayaa
aise dard-e-dil kii ko.ii tarjumaanii ho to kyaa
Kaleem Ahmadabadi
Ghazal
jo saraayat kar gayaa 'betaab' rag rag me.n tirii
us kii yaado.n ko bhulaane kii ye kaavish chho.D de
Hafeez Betab
Ghazal
KHizaa.n kaa zahr saraayat hu.aa hai rag rag me.n
gulaab-chehre hu.e zard gulsitaano.n ke
Ashraf Javed
Ghazal
aa.nkho.n kaa bahe jaanaa sahaa girye par afsos
ab bhii agar us dil me.n saraayat na kare tuu
Raza Azimabadi
Ghazal
israr Kafeel
Ghazal
KHud-parastii ho rag-o-pai me.n saraayat jin ke
qaum-o-millat ke vo me'maar nahii.n ho sakte