SEARCH RESULTS
Showing search results for "سرزمیں"
Ghazal MATCHES FOR "سرزمیں"
Ghazal
sabz hotii hii nahii.n ye sarzamii.n
tuKHm-e-KHvaahish dil me.n tuu botaa hai kyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mirii nigaah me.n hai arz-e-moscow 'majruuh'
vo sarzamii.n ki sitaare jise salaam kare.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
paara-e-dil hai vatan kii sarzamii.n mushkil ye hai
shahr ko viiraan yaa is dil ko viiraana kahe.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
talaash-e-yaar me.n chho.Dii na sarzamii.n ko.ii
hamaare paa.nv me.n chakkar hai aasmaa.n kii tarah
Dagh Dehlvi
Ghazal
mumkin nahii.n ki gul kare vaisii shaguftagii
us sarzamii.n me.n tuKHm-e-mohabbat mai.n bo chukaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
us sarzamii.n se thii jo mohabbat vo kyaa hu.ii
bachcho.n ke lab pe the jo taraane kahaa.n ga.e
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
mirii nigaah me.n hai arz-e-moscow 'majruuh'
vo sarzamii.n ki sitaare jise salaam kare.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
dayaar-e-Gair idhar aa ke is kii vus'at naap
ik aasmaan mirii sarzamii.n se guzregaa
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
jo aasmaano.n me.n baa.nTegaa raushnii apnii
vo aaftaab isii sarzamii.n se niklegaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
'rafii.a' aur 'iqbaal' kii sarzamii.n par
Gazal-KHvaa.n hai.n ahl-e-zabaa.n kaise kaise
Mohammad Rafi
Ghazal
zamaana garm-e-safar hai kahii.n to paa.egaa
vo dil jo mehr-o-mohabbat kii sarzamii.n ho.nge
Saleem Ahmed
Ghazal
jhuk-jhuk ke dekhtaa hai falak aaj tak use
jis sarzamii.n pe meraa nishaan-e-mazaar thaa
Yagana Changezi
Ghazal
ajnabii sii sarzamii.n naa-aashnaa se log hai.n
ek suuraj thaa shanaasaa vo bhii ab Dhalne ko hai