SEARCH RESULTS
Showing search results for "سرکا"
Ghazal MATCHES FOR "سرکا"
Ghazal
sunaa hai us kii siyah-chashmagii qayaamat hai
so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
tum ek baar to ruKH se naqaab sarkaa do
hazaaro.n taalib-e-diidaar aa ke baiThe hai.n
Bismil Azimabadi
Ghazal
jab talak aap na jaage.nge rahegaa yuu.n hii
sarkegaa tab hii ki jab kahiyegaa sarkaa takiya
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Adnan Mohsin
Ghazal
Dar se un ke bhare baazuu ka.ii kaaGaz utre
haath thaamaa thaa shab-e-vasl ki sarkaa ta.aviiz
Riyaz Khairabadi
Ghazal
sar jo qadmo.n pe rakhaa haath se sarkaa na diyaa
ijz par mere vo maGruur hu.aa KHuub hu.aa
Nasim Maysori
Ghazal
ruKH se naqaab un ke sarkaa hu.aa hai kuchh kuchh
diivaana kar na Daale ye niim-be-hijaabii
Fayyaz Farooqi
Ghazal
parda chehra se tho.Daa sarkaa do
ham bhii dekhe.n ki mai-kashii kyaa hai
Syed Ghafir Rizvi Falak Chhaulsi
Ghazal
ik na.ii manzil kii dhun me.n daf.atan sarkaa liyaa
us ne apnaa paa.nv mere paa.nv par rakkhaa hu.aa
Ahmad Husain Mujahid
Ghazal
guzre bhii paas se to hayaa se simaT ga.e
sarkaa sake naqaab na aa.nchal haTaa sake